Sheron Ke Qabeele Ki Aaghosh Ke Paale Hain Naat Lyrics

 

जुरअत ने बातिल की यूँ नींद उड़ाई है
इक बहन के ना’रे ने दुनिया लरज़ाई है

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

अंधों को ख़बर क्या है, क्या है ये हिजाब अपना
तहज़ीब के आँचल में ‘अज़मत के उजाले हैं

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

मुस्कान ! तेरे जैसी हो क़ौम की हर बेटी
मिल्लत के सभी सपने अब तेरे हवाले हैं

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

ग़ैरत को जगाता है पैग़ाम ओवैसी का
दुश्मन का ग़ुरूर अब तो हम तोड़ने वाले हैं

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

इस बिन्त-ए-हव्वा के किरदार ने दिल जीता
बातिल के झुरमुट में ललकार ने दिल जीता

हम को ये टपकती छत क्या ख़ाक डराएगी
हम ने तो समंदर भी, दरिया भी खंगाले हैं

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

अश’आर, सलीम ! अपने हस्सान के लहजे में
ज़हरीले ‘अनासिर को ललकारने वाले हैं

अश’आर, सलीम ! अपने ‘इमरान के लहजे में
ज़हरीले ‘अनासिर को ललकारने वाले हैं

शेरों के क़बीले की आग़ोश के पाले हैं
बातिल से नहीं डरते, हम लोग जियाले हैं

शायर:
सरदार सलीम

ना’त-ख़्वाँ:
राओ ब्रदर्स
सय्यिद इमरान मुस्तफ़ा हुसैनी
इरफ़ान हैदरी

 

jur.at ne baatil ki yu.n neend u.Daai hai
ik bahan ke naa’re ne duniya larzaai hai

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

andho.n ko KHabar kya hai, kya hai ye hijaab apna
tahzeeb ke aanchal me.n ‘azmat ke ujaale hai.n

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

muskaan ! tere jaisi ho qaum ki har beTi
millat ke sabhi sapne ab tere hawaale hai.n

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

Gairat ko jagaata hai paiGaam owaisi ka
dushman ka Guroor ab to ham to.Dne waale hai.n

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

is bint-e-hawwa ke kirdaar ne dil jeeta
baatil ke jhurmuT me.n lalkaar ne dil jeeta

ham ko ye Tapakti chhat kya KHaak Daraaegi
ham ne to samandar bhi, dariya bhi khangaale hai.n

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

ash’aar, Saleem ! apne Hassaan Ke lahje me.n
zahreele ‘anaasir ko lalkaarne waale hai.n

ash’aar, Saleem ! apne ‘Imraan Ke lahje me.n
zahreele ‘anaasir ko lalkaarne waale hai.n

shero.n ke qabeele ki aaGosh ke paale hai.n
baatil se nahi.n Darte, ham log jiyaale hai.n

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *