Lutaate Khoob Hain Daulat Ali Ke Deewaanein Naat Lyrics

 

 

लुटाते ख़ूब हैं दौलत ‘अली के दीवानें
हैं करते अब भी हुकूमत ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

पछाड़ देते हैं हर जंग में ल’ईनों को
जो फाड़ देते हैं आ’दा-ए-दीं के सीनों को
हैं रखते ऐसी सुजा’अत ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

जो वक़्त पड़ता है घर-बार भी लुटाते हैं
रिज़ा-ए-रब के लिए सर को भी कटाते हैं
मगर न झुकते हैं हज़रत ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

है कोई ग़ौस, कोई कर्बला का दूल्हा है
कोई है दाता, कोई हिन्द का शहंशा है
हैं ऐसे साहिब-ए-‘इज़्ज़त ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

मुनाफ़िक़ीन है डरते ‘अली के ना’रे से
शयातीं सर है पकड़ते ‘अली के ना’रे से
लगा के पाते हैं लज़्ज़त ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

उठाए ऊँगली जो सिद्दीक़ की सदाक़त पर
नबी के यार, ‘उमर साहिब-ए-‘अदालत पर
तो इस से करते हैं नफ़रत ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

क़याम भीक है पाता ‘अली के लालों की
तलब नहीं है ज़र-ओ-माल के उजालों की
क़दम में रखते हैं सरवत ‘अली के दीवानें

‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें
‘अली के दीवानें, ‘अली के दीवानें

ना’त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी

 

luTaate KHoob hai.n daulat ‘ali ke deewaane.n
hai.n karte ab bhi hukoomat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

pachhaa.D dete hai.n har jang me.n la’eeno.n ko
jo phaa.D dete hai.n aa’da-e-dee.n ke seeno.n ko
hai.n rakhte aisi sujaa’at ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

jo waqt pa.Dta hai ghar-baar bhi luTaate hai.n
riza-e-rab ke liye sar ko bhi kaTaate hai.n
magar na jhukte hai.n hazrat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

hai koi Gaus, koi karbala ka dulha hai
koi hai daata, koi hind ka shahansha hai
hai.n aise saahib-e-‘izzat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

munaafiqeen hai Darte ‘ali ke naa’re se
shayaatee.n sar hai paka.Dte ‘ali ke naa’re se
lagaa ke paate hai.n lazzat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

uThaae ungli jo siddiq ki sadaaqat par
nabi ke yaar, ‘umar saahib-e-‘adaalat par
to is se karte hai.n nafrat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

Qayaam bheek hai paata ‘ali ke laalo.n ki
talab nahi.n hai zar-o-maal ke ujaalo.n ki
qadam me.n rakhte hai.n sarwat ‘ali ke deewaane.n

‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n
‘ali ke deewaane.n, ‘ali ke deewaane.n

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *