Hussain Jaisa Shaheed E Aazam Jahan Mein Koi Hua Nahi He Lyrics
Hussain Jaisa Shaheed-E-Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi He
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi He
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi He
Hussain Jaisa Shaheed-E-Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi He
Adu The Jab Sir Pe Tegh Tole
Hussain Sajde Mein Jaake Bole
Adu The Jab Sir Pe Tegh Tole
Hussain Sajde Mein Jaake Bole
Madine Walon Gawah Rehna
Madine Walon Gawah Rehna
Namaz Meri Kaza Nahi He
Madine Walon Gawah Rehna
Namaz Meri Kaza Nahi He
Hussain Jaisa Shaheed-E-Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi He
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi He
Pukare Abbas Aye Sakina
Main Paani Launga Aye Sakina
Pukare Abbas Aye Sakina
Main Paani Launga Aye Sakina
Katein Hen Baazu Chida He Seena
Katein Hen Baazu Chida He Seena
Abhi Mera Sir Kata Nahi He
Katein Hen Baazu Chida He Seena
Abhi Mera Sir Kata Nahi He
Hussain Jaisa Shaheed-E-Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi He
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi He
Gareeb Ummat Ki Bekasi Par
Hussain Ka Sir Kata He Lekin
Gareeb Ummat Ki Bekasi Par
Hussain Ka Sir Kata He Lekin
Yazeed Jaise Shaki Ke Aage
Yazeed Jaise Shaki Ke Aage
Hussain Ka Sir Jhuka Nahi He
Yazeed Jaise Shaki Ke Aage
Hussain Ka Sir Jhuka Nahi He
Hussain Jaisa Shaheed-E-Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi He
Churi Ke Niche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi He
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam Lyrics
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam
Jahañ Mein Koi Hua Nahi Hai
Chhuri Ke Neeche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi Hai
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi Hai
Adoo The Jab Sir Pe Tegh Tole
Hussain Sajde Mein Jaake Bole
Madine Waloñ Gawaah Rahna
Namaz Meri Qaza Nahi Hai
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi Hai
Hussain Farmaye Sathiyo Se
Adaa Karo Pur-Jalal Sajde
Hai Tegh o Khanjar, Tabar Ka Saya
Kahañ Hamara Khuda Nahi Hai
Hussain Jaisa Shahid e Azam
Jahañ Mein Koi Hua Nahi Hai
Pukare Abbas Aye Sakina
Main Paani Laauñga Aye Sakina
Kate Hain Baazu Chhida Hai Seena
Abhi Mera Sir Kata Nahi Hai
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam
Jahan Mein Koi Hua Nahi Hai
Gareeb Ummat Ki Bekasi Par
Hussain Ka Sar Kata Hai Lekin
Yazeed Jaise Shaqi Ke Aage
Hussain Ka Sar Jhuka Nahi Hai
Hussain Jaisa Shahid e Azam
Jahañ Mein Koi Hua Nahi Hai
Yazeed Duniya Meiñ Laakh Aaye
Or Sitam Ban Ban Ke Zulm Dhaaye
Charagh e Touheed Phir Bhi Sadiq
Jala Hai Lekin Bujha Nahi Hai
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam
Jahañ Mein Koi Hua Nahi Hai
Chhuri Ke Neeche Gala He Lekin
Kisi Se Koi Gila Nahi Hai
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam Lyrics in Hindi
ह़ुसैन जैसा शहीदे आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
छुरी के नीचे गला है लेकिन
किसी से कोई गिला नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीदे आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
अदू थे जब सर पे तेग़ तोले
ह़ुसैन सजदे में जाके बोले
मदीने वालों गवाह रहना
नमाज़ मेरी क़ज़ा नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीदे आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
हुसैन फरमाए साथियों से
अदा करो पुर-जलाल सजदे
है तेग़ो खंजर, तबर का साया
कहां हमारा ख़ुदा नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीद ए आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
पुकारे अब्बास ऐ सकीना
मैं पानी लाऊंगा ऐ सकीना
कटे हैं बाज़ू छिदा है सीना
अभी मेरा सर कटा नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीदे आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
ग़रीब उम्मत की बेकसी पर
ह़ुसैन का सर कटा है लेकिन
यज़ीद जैसे शक़ी के आगे
ह़ुसैन का सर झुका नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीद ए आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
यज़ीद दुनिया में लाख आए
और सितम बन-बन के जुल्म ढाए
चराग़े तौहीद फिर भी सादिक़
जला है लेकिन बुझा नहीं है
ह़ुसैन जैसा शहीदे आज़म
जहां में कोई हुआ नहीं है
छुरी के नीचे गला है लेकिन
किसी से कोई गिला नहीं है
Hussain Jaisa Shaheed e Aazam Lyrics in Urdu
حسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
چھری کے نیچے گلا ہے لیکن
کسی سے کوئی گِلا نہیں ہے
حسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
عدو تھے جب سر پہ تیغ تولے
حسین سجدے میں جا کے بولے
مدینے والوں گواہ رہنا
نماز میری قضا نہیں ہے
حسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
حسین فرماۓ ساتھیوں سے
ادا کرو پر جلال سجدے
ہے تیغ و خنجر تبر کا سایہ
کہاں ہمارا خدا نہیں ہے
حُسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
پکارے عباس اے سکینہ
میں پانی لاؤں گا ائے سکینہ
کٹے ہیں بازو چھدا ہے سینہ
ابھی مرا سر کٹا نہیں ہے
حسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
غریب امّت کی بیکسی پر
حسین کا سر کٹا ہے لیکن
یزید جیسے شقی کے آگے
حسین کا سر جھکا نہیں ہے
حُسین جیسا شہیدِ اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
یزید دنیا میں لاکھ آے
اور ستم بن بن کے ظلم ڈھاۓ
چراغ توحید پھر بھی صادق
جلا ہے لیکن سمجھا نہیں ہے
حسین جیسا شہید اعظم
جہاں میں کوئی ہوا نہیں ہے
چھری کے نیچے گلا ہے لیکن
کسی سے کوئی گِلا نہیں ہے