DUKHTAR-E-MUSTAFA ZAWJA-E-MURTAZA LYRICS

 

 

DUKHTAR-E-MUSTAFA(S.A.W) ZAWJA-E-MURTAZA(A.S)
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)
TAHIRA(S.A) SHAFIA(S.A) RAAZIA(S.A) MARZIA(S.A)
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

WO JAWANAAN-E-JANNAT KE SARDAR HAIN
TERE BETE HAIN WO QULD KE MUKHTAR HAIN
KHASIM-E-NAAR-O-JANNAT HAI SHAUHAR TERA
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

TERE HAATHON KI GUUNDI HUWI ROTIYAN
JISKE SAAIL BANEY SHAUQ SE KHUDSIA
KHAA KE JISKO BARHAA ZOR-E-MUSHKIL KHUSHA
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

HAQ JAHAAN PAR AYAAN HO YE MAQSOOD THA
ISLIYE TU NE DAAWA FIDAQ KA KIYA
WARNA BAAGH-E-FIDAQ KI HAQIQAT HI KYA
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

ZINDAGI BHAR IBAADAT WO KARTA RAHEY
CHAAHE SAJDON MEIN SAR APNA DHARTA RAHEY
TERE DUSHMAN SE RAAZI NA HOGA KHUDA
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

JUZ TERE KAUN HAI JO SAMBHALE HUMEIN
HASHR KI MUSHKILON SE BACHALE HUMEIN
TU HAI MUSHKIL KUSHA KI BHI MUSHKIL KUSHA
FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A) FATIMA(S.A)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *