bari shaan waala madine ke waali lyrics

 

 

Bari shaan waala, madine ke waali
Bare se bara, jin ke dar ke sawali

Farishte bi meri, jabiin choomte hain
Mein jab choomloun unke roze ki jaali

Jahan mein anokha, hai unka madina
Zaamane mein hain, unki choukat nirali

Mile unki rehmat ki khayraat sabko
Geya koi bi unke dar se na khaali

kahan yeh huzoori, kahan mein zuhoori
mein adna se adna, wo aali se aali

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *