ABBAS TERE DAR SA DUNIYA MAI DAR KAHA NAAT LYRICS

 

Gazi Abbas Gazi Abbas
Gazi Abbas Gazi Abbas

Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Tu kamre bani hashim zohra ki dua hai
Saya tere alam ka do jag pe ba khuda hai
Tere alam ko chumne jukta hai asmaan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Shere khuda hai baba shere karbala tu
Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu
Tere diye jalata hai is liye jahan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Tu shahenshah hai aqa do jag me teri shahi
Panjtan hai tuj pe nazaa esi vafaa nibhai
Shahid tere alam par panjtan ka ye nishan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *