Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke Lyrics
Kabhi To Doonga Main Jaa Kar Sadaaen Khaan-E-Kaa’ba Men
Karunga Main Bhi, Faarooqi ! Du’aaeN Khaan-E-Kaa’ba Men
Labbaik Labbaik Allahumma Labbaik
Labbaik Labbaik Allahumma Labbaik
Labbaik Labbaik Allahumma Labbaik
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Rooh Kaa’be Ke Jalwon Ko Tarse
Dil Pukaare Madina Madina
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Main Bhi Dekhun Safa Aur Marwa
Main Bhi, Ya Maula ! Ghar Tere Aaun
Bibi Zahra Ke Bachchon Ka Sadqa
Paar Ho Ab Mera Bhi Safeena
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Haajiyo ! Un Ke Dar Par Bhi Jaao
Jin Ko Maalik Ne Maalik Banaaya
Jo Hain Sultaan Donon Jahaan Ke
Jin Ke Qadmon Men Hai Har Khazeena
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Be-Maza Hai Zamaane Ki Raunaq
Saari Raa’naaiyaaN Be-Asar Hain
Main Madine Ki Yaadon Men Gum Hun
Hijr-E-Tayba Men Zakhmi Hai Seena
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Door, Faarooqi ! Aaqa Ke Dar Se
Door, Faarooqi ! Tayba Nagar Se
Mujh Ko Be-Rang Lagti Hai Duniya
Mujh Ko Be-Kaar Lagta Hai Jeena
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke
Jab Bhi Aata Hai Haj Ka Mahina
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke Lyrics in Hindi
कभी तो दूँगा मैं जा कर सदाएँ ख़ान-ए-का’बा में
करूँगा मैं भी, फ़ारूक़ी ! दु’आएँ ख़ान-ए-का’बा में
लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक
लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक
लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
रूह का’बे के जल्वों को तरसे, दिल पुकारे मदीना मदीना
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
मैं भी देखूँ सफ़ा और मरवा, मैं भी या मौला ! घर तेरे आऊँ
बीबी ज़हरा के बच्चों का सदक़ा, पार हो अब मेरा भी सफ़ीना
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
हाजिओ ! उन के दर पर भी जाओ, जिन को मालिक ने मालिक बनाया
जो हैं सुलतान दोनों जहाँ के, जिन के क़दमों में है हर ख़ज़ीना
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
बे-मज़ा है ज़माने की रौनक़, सारी रा’नाइयाँ बे-असर हैं
मैं मदीने की यादों में गुम हूँ, हिज्र-ए-तयबा में ज़ख़्मी है सीना
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
दूर, फ़ारूक़ी ! आक़ा के दर से, दूर फ़ारूक़ी ! तयबा नगर से
मुझ को बे-रंग लगती है दुनिया, मुझ को बे-कार लगता है जीना
याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
Andheri Raat Hai Gham Ki Ghata Isyaan Ki Kaali Hai Lyrics
Angrayi Pe Angrayi Leti Hai Raat Judayi Ki Lyrics
Ankh Se Ankh Milao Toh Koi Baat Bane Lyrics
Ankhan Labh Leya Ron Da Bahana Lyrics
Ankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Lyrics In Hindi
Ankhiyan Ron Payiyaan Dil Tadpe Chain Na Aawe Lyrics
Ankhiyan Udeek Diyan Lyrics
Ankhon Ko Noor Dil Ko Mukammal Khushi Mili Lyrics
Anwaar Ke Jurmat Mein Lyrics
Apna Haram Dikha De Aye Mere Maula Naat Lyrics
Apna Haram Dikhade Dono Jahan Ke Malik Lyrics In Urdu
Apne Daamaan-E-Shafaa’at Me Chhupaae Rakhna Lyrics
Apne Daman Mein Chupaye Rakhna Lyrics
Apne Dar Pe Jo Bulaa-O To Bahot Ach’cha Ho Lyrics
Apne Maa Baap Ka Tu Dil Na Dukha Dil Na Dukha Lyrics In Hindi
Apne Maa Baap Ka Tu Dil Na Dukha Dil Na Dukha Lyrics In Urdu
Apne Rindon Ki Ziyaafat Kijiye Lyrics
Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya Naat Lyrics
Apni Ataat Apni Mohabbat Mujhe Bhi Do Lyrics
Apni Jolangah Zair-E-Asman Samjha Tha Main Lyrics
Apni Lagan Laga De Hindi Lyrics
Apni Lagan Laga De Lyrics
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
Apni Rehmat Ke Samandar Mein Utar Jaane De Lyrics
Apni Zainab Ko Kaleje Se Lagayen Baba Lyrics
Aqa Mera Sohna Te Sona Sona Nain Naat Lyrics
Aqal Go Aastan Se Door Nahi Lyrics
Aqal Ne Aik Din Ye Dil Se Kaha Lyrics
Aqeedat Par Mabni Islam Aur Siyasat
Aql Mahdood Hai Ishq Hai Be Karaañ Naat E Paak Lyrics
Ariz-E-Shams-O-Qamar Se Bhi Hain Anwar Aeriyan
Armaan Nikalte Hain Dil Ke Aaqa Ki Ziyarat Hoti Hai Naat Lyrics
Arsh Bola Lyrics