anokhi waza hai sare zamane se nirale hain
anokhi waza hai sare zamane se nirale hain anokhi waza hai sare zamane se nirale hain ye aashiq kaun si basti ke ya-rab rahne wale hain ilaj-e-dard mein bhi dard ki lazzat pe marta hun jo the chhaalon mein kanTe nok-e-sozan se nikale hain phala-phula rahe ya-rab chaman meri umidon ka jigar ka…