Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai lyrics

 
 
Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai,
Wo Jin Ki Alag Pehchan Hai ..
Mai Bat Kar Raha Hooñ Unki,
Wo Jinka Tarjuma-E-Kanzul Imaan Hai ..
Shair e Bareli Bhi Kaha Jata Hai Unheiñ,
Wo Jo hum Sunniyon Ki jaan hai
Najdi Kaañptey They Jinke Aagey,
Wo Bareli Ke Sultan Hain ..
Qadri Ho Chishti Naqshbandi Ya Soharwardi,
Sub Kehtay Hain Wo Hamari Shaan Hain ..
Jin Par Fida Hai Har Sunni,
Haañ Haañ Wo “IMAM Ahmad Raza Khan” Hain ..
رحمۃ الله تعالیٰ علیہ

By sulta