sarkaar e ghaus e azam nazre karam khudara naat lyrics

 

 

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara Lyrics: This Beautiful naat is sung by Owais Raza Qadri in his melodious voice. Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara one of the famous naat in the world.

Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara Lyrics:
Sarkaar-e-Ghous-e-Azam Nazr-e-Karam Khudara
Sarkaar-e-Ghous-e-Azam nazr e karam khudara
nazr e karam khudara, nazr e karam khudara
Sarkaar-e-Ghous-e-Azam, Sarkaar-e-Ghous-e-Azam
nazr e karam khudara, nazr e karam khudara

Mera Khaali Kaasa Bhar Do
Mera Khaali Kaasa Bhar Do Mein Faqeer Hoon Tumhara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do Mein Faqeer Hoon Tumhara

Jholi Ko Meri Bhar Do
Jholi Ko Meri Bhar Do Warna Kahe Gei Duniya
Warna Kahe Gei Duniya
Jholi Ko Sbki Bhar Do, Jholi Ko Meri Bhar Do
Aisay Sakhi Ka Mangta Phirta Hai Maara Maara

Sab Ka Koi Na Koi Duniya Mein Aasra Hai
Sab Ka Koi Na Koi, Sab Ka Koi Na Koi
Duniya Mein Aasra Hai, Duniya Mein Aasra Hai
Mera Bajuz Tumharay Koi Nahin Sahara
Mera Bajuz Tumharay Koi Nahin Sahara

Ye Ata e Datstageeri Koi Mere Dil Se Pooche
Ye Ata e Datstageeri Koi Mere Dil Se Pooche
Wahi Aagaye Madad Ko Mene Jab Jaha (n) Pukara
Wahi Aagaye Madad Ko Mene Jab Jaha (n) Pukara

Maula Ali (radi Allahu ‘anhu) Sadqa Ibn e Ali Ka Sadqa
Maula Ali Sadqa Khawaja Piya
Maula Ali Ka Sadqa Ahmad Raza Ka Sadqa
Maula Ali Ka Sadqa Ghanj e Shakar Ka Sadqa
Maula Ali K Sadqa Data Piya Ka Sadqa
Mere Laaj Rakhlo Ya Ghaus Me Fakir Hu(n) Tumhara

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *