Panch Naam Lete Hain Lyrics
Panch Naam Lete Hai
Panjatan Hamare Hai
Unpe Jite Marte Hai Panjetan Hamare Hai
Ali Ali Ali Ali Ali Haidar
Le Liya Hai Jaano Ko Mustafa Ne Chadar Me
Ahle Bait Aese Hai Panjetan Hamare Hai
Ali Ali Ali Ali Haidar
Panch Naam Lete Hai……
Fatima Muhammad Aur Shabbar O Ali Shabbir
Noor Se Chamakte Hai Panjetan Hamare Hai
Ali Ali Ali Ali Haidar
Panch Naam Lete Hai…..
Bedam Yahi To Panch Hai Maqsude Kainaat
Khairun Nisa Husain O Hasan Mustafa Ali
Ali Ali Ali Ali Haidar
Panch Naam Lete Hai….
Shahe Marda Shere Yazda Quwwate Parwar Digaar
La Fatah Illa Ali La Saif Illa Zulfikar
Ali Ali Ali Ali Haidar
Ali Naal Bugz Rakhe Aawe Tu Nikamme Ae
Uththe Tera Hajj Howe Jithe Ali Jamme Ae
Ali Ali Ali Ali Haidar
Panch Naam Lete Hai…
Ali Ka Naam Na Lun Meri Sans Hi Nahi Aati
Ajeeb Log Hai Kehte Hai Ya Ali Na Kaho
Ye Zaroori To Nahi Aag Jalaye Bashar Ko
Bugze Haidar Bhi Kaleje Ko Jala Deta Hai
Ali Ali Ali Ali Haidar
Tha Mubahila Jis Dam Sath Se Ye Panchon Tan
Kon Inke Jaise Hai Panjatan Hamare Hai
Ali Ali Ali Ali Haidar
Panch Naam Lete Hai…
Jo Bhi Unka Nokar Hai Har Jaga Ujaagar Hai
Saare Jag Se Unche Hai Panjatan Hamare Hai
Ali Ali Ali Ali Haidar
Ali Ali Ali Ali Haidar
Aalam E Islam Ko Eid-E-Meelad-Un-Nabi Lyrics
Aa Dil Main Tujhe Rakh Loon Lyrics
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics
panjatan hamare hai lyrics in Hindi
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
उन पे जीते-मरते हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
ले लिया है चारों को मुस्तफ़ा ने चादर में
अहल-ए-बैत ऐसे हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
फ़ातिमा, मुहम्मद और शब्बर-ओ-अली, शब्बीर
नूर से चमकते हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
था मुबाहिला जिस दम, साथ थे ये पाँचों तन
कौन इन के जैसे हैं ! पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
जब मरीज़ आता है, मिस्ल-ए-इब्न-ए-हम्बल हम
पाँचों नाम लिखते हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
नाम लिखना कश्ती पर, देखना समुंदर भी
ख़ुद किनारा देते हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
बाइ’स-ए-शफ़ाअ’त हैं, ख़ुल्द की ज़मानत हैं
मौला के ये प्यारे हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
बाग़ है मुहम्मद का, बाग़-बाँ अली, ज़हरा
फूल से नवासे हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
टूटे हैं मुसीबत के कैसे कोह-ए-ग़म इन पर
सब्र-ओ-हिल्म वाले हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
जो भी उन का नौकर है, हर जगह उजागर है
सारे जग से ऊँचे हैं, पंज-तन हमारे हैं
पाँच नाम लेते हैं, पंज-तन हमारे हैं
उन पे जीते-मरते हैं, पंज-तन हमारे हैं
Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aaqa Tere Dar Se Lyrics
Aaj Ashk Mere Sunain To Ajab Kya View Lyrics
Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics
Aaka Ko Pukar Bande Aaka Ko Pukar Lyrics
Panch Naam Lete Hain Lyrics in Urdu
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
ان پر جیتے مرتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
لے لیا ہے چاروں کو مصطفیٰ نے چادر میں
اہلِ بیت ایسے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
فاطمہ، محمد اور شبیر و علی، شبیر
نور سے چمکتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
تھا مباہلہ جس دم، ساتھ تھے یہ پانچوں تن
کون ان کے جیسے ہیں! پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
جب مریض آتا ہے، مثلِ ابنِ ہمبل ہم
پانچوں نام لکھتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
نام لکھنا کشتی پر، دیکھنا سمندر بھی
خود کنارہ دیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
بائسِ شفاعت ہیں، خلد کی ضمانت ہیں
مولا کے یہ پیارے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن
ہمارے ہیں
باغ ہے محمد کا، باغباں علی، زہرا
پھول سے نوازے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
ٹوٹے ہیں مصیبت کے کیسے کوہِ غم ان پر
صبر و حلم والے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
جو بھی ان کا نوکر ہے، ہر جگہ اجاگر ہے
سارے جگ سے اونچے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
پانچ نام لیتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
ان پر جیتے مرتے ہیں، پنج تن ہمارے ہیں
panjatan hamare hai lyrics
Panch Naam Lete Hain Panjatan Hamare Hai. Unpe Jite Marte Hai Panjetan Hamare Hai Naat lyrics
پانچ نام لتے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
ان پہ جیتے مرتے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
اوج پر ہے احتشام اہلبیت
برج رفعت ہے مقام اہلبیت
روز شب پیمان سعادات سے
تشمالب پیتے ہیں جام اہلبیت
کاٹ کر رکھ دےتے ہے اہل فطن
جب نکل جائے حسام اہلبیت
بھیک لیتے ہیں یہاں سردار بھی
ہے جدا سب سے نظام اہلبیت
بھر لوں اپنی چھولیاں ائے سائلو
بڑرہا ہے فیض عام اہلبیت
کیوں نہ عزت دیں ملائکہ بھی انہیں
مصطفٰی ہیں جب امام اہلبیت
پانچ نام لیتے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
ان پہ جیتے مرتے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
باغ ہے محمد کا باغباں علی زہرہ
لئے لیا ہے چادر میں مصطفٰی نے چاروں کو
اہلبیت اسے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
رافضی کو موت آئے سنیوں کہو دل سے
کل صحابہ تارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
سنیوں سدا مارو ان یزیدی کتوں کو
یہ خدا کے مارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
وہ جس کے ہیں علی مولی اس کے ہیں نبی مولی
اور اس کے نعرے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
عشق میں فناء ہو کر دیکھ تو ہتیلی کو
انگلیاں پکارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
سیدی محیی الدین قاسم ولایت ہے
سیدہ کے پیارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
ہم غریبوں کے مولی ہیں معین الدین چشتی
وہ علی کے پیارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
سنیوں وہابی سے نہ رکھو کوئی رشتہ
رشتے میں خسارے ہیں پنچتن ہمارے ہیں
Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun Lyrics
Alahazrat Ka Danka Bajega Lyrics
Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Lyrics
Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai Lyrics
Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Lyrics
Aankhon Ka Tara Naam E Muhammad Lyrics
Aap Aaye To Duniya Munawwar Hui
Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do Lyrics
Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara (Salaam) Lyrics
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Mormino Lyrics
Aaya Na Hoga Iss Tarha, Rang O Shabab Rait Par Lyrics
Aaya Ramzaan Ka Mahina Khafila Chala Soo-e-Madina Lyrics
AY RABBE JAHAAN PANJATANE PAAK KA SADQA
ISS KAUM KA DAAMAN GHAE SHABBIR SE BHARDE
BACHON KO ATAA KER ALI ASGHAR KA TABASSUM
BURHOON KO HABIB IBNE MAZAHIR KI NAZAR DAY
KAMSIN KO MILAY WALWAYE AUNO MUHAMMAD
HAR EK JAWAAN KO ALI AKBER KA JIGAR DE
MAAON KO SIKHA SAANIYE ZEHRA KA SALIQAA
BEHNO KO SAKINA KI DUA’OON KA ASAR DAY
MAULA TUJE ZAINAB KI ASIRI KI QASAM HAI
BAY JURM ASIROON KO RIHAAI KI KHABAR DAY
JO CHAADARE ZAINAB KI AZAADAAR HAIN MOLA
MEHFOOZ RAHEIN AISI KHAWAATEEN KAY PARDAY
JO DEEN KAY KAAM AAYE WO AULAAD ATAA KAR
JO MAJLISE SHABIR KI KHAATIR HO WHO GHAR DE
MUFLIS PAY ZARO LAAL JAWAAHIR KI HO BAARISH
MAQROOZ KA HAR KARZ ADAA GHAIB SAY KER DE
GHAM KOI NA DAY HUMKO SIWA-E-GHAME SHABIR
SHABIR KA GHAM BAANT RAHAA HAI TO IDHAR DE
3
SHAMA SE SHAMA JALE,SILSILA JARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE, YEH AZADARI RAHE.
APNI NASLON KO SIKHATE RAHO,MATAM KA HOONAR,
SEENA DAR SEENA KARE, BUS YEH AZADARI SAFAR,
JAISE HALATH BHI HO, YEH AMAL JARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE, YEH AZADARI RAHE.
LAKH BADLE YEH ZAMANE KI RAVISH AUR MAUSAM,
EK PAL BHI NA RUKE ASHK E AZA AUR MATAM,
MATAM E SHEH KA JUNOON ZAHN PAR TARI RAHE
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
TUM AGAR ZAKIR E SHABBIR (AS) HO YEH YAAD RAHE,
CHAHE IS GAM KE LIYE SAR BHI KATE GHAR BHI JALE
HURMAT E FARSH E AZA, JAAN SE PYARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
YEH SABILE YUHI AABAD RAHE AHLE AZA,
AUR GHAR GHAR ME NAZAR AAYE ALAM GAZI(AS) KA,
YEH ALAM OONCHA RAHE, YEH ALAMDARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
DUNIA WALON KI NA PARVAH NA KUTCH BAAT KARO,
MANNATI BEDIAN SAJJAD KE GAM ME PEHNO,
RAUNAKE FARSH E AZA GIRIA O JARI RAHE
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
MAAO BEHNO KO HAI PAIGAM MERA SIRF YAHI,
AAPNE BACCHON KO JULUSON SE NAHI ROKO KABHI,
YEH SHAHADAT HAI SHARAF, YEH SHARAF JAARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
APNE GHAR ME BHI AZA KHANA SAJANA HAI MUJHE,
APNE BACCHON KO AZADAR BANANA HAI MUJHE,
TAA KE IS NASL ME BHI, TAZIA DARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
MAJLIS E SHAH (AS) KI ZINDAN ME JO BUNIAD RAKHI,
ASL ME BIBI O SAJJAD KI KHWAISH THI YAHI,
YEH AZADAR RAHE YEH AZADARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
MAJLIS O MATAM E SHABBIR (AS) KI TABLEEG KARO,
BAAT YEH MAZHAR O IRFAN ZAMANE SE KAHO,
MUNKIR E BIBI(SA) SE HAR HAAL ME BEZARI RAHE,
HUM RAHE YA NA RAHE YEH AZADARI RAHE.
4
AY MAAHE MUHARRAM TUHI BATA
KHATOON KA CHAAND KAHAAN HAI
AABAD HAI DUNIYA SAARI,MAGAR,
ZAHRA KA CHAMAN VEERAN HAI
DEKHA NA SUNA ZAHID AISA,
ZAKHMON SE BADAN HAI CHOOR MAGAR
JAARI HAI ZABAN PE ZIKRE KHUDA,
GARDAN PE KHANJAR RAWAAN HAI
KEHTI THI SAKINA AABID SE,
IS QAID ME MEIN MARJAWUNGI
CHORO NA AKELA BHAI,
MUJHE,
ANDHERA BOHOT ZINDAAN HAI
ZANJEERON ME JAKDE HAI ALI,
HAI TOWQO SALASIL GARDAN ME
LEKIN BEEMAR KO KHENCHA HAI,
TAREEKH ISKI GAWAAH HAI
AY KUFIYON ME HOON BINTE ALI,
AUR WARISE CHADAR ZAHRA KI
DEKHO NA TAMASHA SHARM KARO,
AB ZAINAB SAR URIYAAN HAI
ANKHON KI BASARAT AB TO NAHI,
MAWLA YEH KAHAAN KHO JAATE HAI
MUMKIN HAI YEH AWAAZ AAYI,
BARCHI AKBAR KO LAGI HAI
BAABA AAWO DEKHO TO ZARA,
JAATE HAI ASGHER MAQTAL MEIN
ROTI HAI FAWJE SAARI,
MAGAR,
ASGHER KE LABON PE HASEEN HAI
TANVEER UTHA KAR ASGHAR KO,
SAYYAD NE SAWAALE AAB KIYA
TUM BHI TO MUSALMAAN REHM KARO,
BESHIR KI KHUSK ZABAAN HAI
5
MUJRAI KHALQ MEIN IN AANKHON NE KIYA KIYA DEKHA
PAR KAHIN SIBTE PAYAMBER SA NA AAQA DEKHA
MAINE DEKHA AALAME SHAH KO AALOODA BA KHOON
MAINE ABBAS KO BE JAAN LABE DARYA DEKHA
MAINE DEKHA ALI ASGHER KA GALA KHOON MEIN TAR
MAINE ZAKHMI ALI AKBER KA KALEJA DEKHA
EK GHATRI SHAHE DEEN PUSHT PE LAYE JISME
MAINE TUKRE HUWE QASIM KA SARAPA DEKHA
KEHTI THI ZAINABE MUZTAR KE KHUDA KHAIR KARE
RAAT KO KHWAAB MEIN URYA SARE ZAHRA DEKHA
JAAKE ZAINAB NE MADINE MEIN KAHAN SUGHRA SE
KAHU KIS MUH SE KE PARDES KYA KYA DEKHA
GIR PARE SIBTE NABI THAAMKE HAATHO SE JIGAR
ALI AKBER KO JO RETI PE TARAPTAA DEKHA
MAINE DEKHA SHAHE MAZLOOM KO KHANJAR KE TALE
MAINE NEZE PE SARE DILBARE ZEHRA DEKHA
BERIDA KHALQ NE US BIBI KE SAR KO DEKHA
JISKI MAADAR KA KISI NE NAA JANAAZA DEKHA
ZULM AY MUJRAI SAJJAD NE KYA KYA DEKHA
GHAR LUTA KAID HUWE BAAP KA LAASHA DEKHA
6
(SUGHRA KO RULATA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA) X2
(JAB SAM-E NE AATA HAI) X2 YE CHAND-E MUHARRAM KA
(SUGHRA KO RULAT HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA) X2
HAM SURATE ZEHRA SE, BHAYI KI BICHARNE KI
KHATUNE KAYAMAT-E KI (GAR BAAR UJAR NE KI) X2
RUDAADE SUNATA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA
KATA HAI GALA LOGO, SEHROZ KE PYAASE KA
PAMAAL HUWA LASHA (AHMED KE NAWASE KA) X2
HAR EK KO BATATAA. YE CHAAND MUHARRAM KA
TASWIR DIKHATA HAI, AHMED KE JAWANE KA
HAR SHAKS KO DUNIYA ME (KARBAL KI KAHANI KI) X2
TAFSIR BATATAA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA
KARBAL KI ZIYARAT-E KO, JO ANKH TARAP TI THI
SHABBIR TERE GHAM ME (JO ANKH BARASTI THI) X2
US ANKH KO BHATAA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA
IMRAN KO SHABBAR KO, KHATUN KAYAMAT KO
HAIDAR KI KASAM MAZHAR (SARKARE RISALAT KO) X2
TURBAT ME RULATA HAI, YE CHAAND MUHARRAM KA
7
KULSUM NE MEHMIL KE JO PARDE KO UTHAAYA
YATHRAB NAZAR AAYA
APNA THA WATAN AUR PARAAYA NAZAR AAYA
MUN DHAMP KE RONE LAGI AHMED KI NAWAASI
VIRAAN TARO BAAM THE ALLAH RE UDASI
(UJRA BANI HASHIM KA) X3 MEHELLA NAZAR AAYA
WO GALIYA JAHA AWNO MUHAMMAD KABHI KHELE
ABDULLA WAHAA PHIRTE THE KHAMOSH AKELE
(HAR SIMT ME BACHO KA) X3 SARAPA NAZAR AAYA
SUGRA NE KHABAR PAYI KE LAWT AAYE MUSAFIR
KHUSH HOGAYI ROZE PE NABI KE KOYI HAZIR
(KYA SOCHA THA SUGRA NE) X3 USE KYA NAZAR AAYA
UJRI HUWI HAR MAANG TI HAR GOD THI KHALI
ASGER KA SHALO KA THA SAKINA KI THI BAALI
(ABBAS KA PARCHAM BHI) X3 AKELA NAZAR AAYA
JIS WAQT RUKI NANA KE ROZE PE AMAARI
NA KHESE GIRI KHAK PE WO DARD KI MAARI,
(ROTA HUWA NANA KA) X3 JO CHEHRA NAZAR AAYA
SUGRA NE KAHA AMMAA SE KYU GOD HAI KHALI
KIS AAHA BHARI BANU NE KUCH MOO SE NA BOLI
(RONE LAGI JALTA HUWA) X3 JULA NAZAR AAYA
BIN BHAYI KE DAKHIL HUWI JO APNE HI GAR ME
GASH AAGAYA TAKAT NA RAHI KALBO JIGAR MEIN
(BE GORO KAFAN BHAYI KA) X3 LAASHA NAZAR AAYA
HUJRE ME NAZAR AAYE NAHI QASIMO AKBER
KEHNE LAGI MEIN CHOR GAYI THI YE BHARA GAR
(HAR KABR KE MAHOL MEIN) X3, DHALTA NAZAR AAYA
BISTAR TO WAHA AWNO MUHAMMAD KE SAJE THE
AUR TAAK MEIN ASGHER KE KHILONE BHI RAKHE THE
(LEKIN NA KOYI KHELNE) X3,WAALA NAZAR AAYA
Ab Meri Nigahon Mein, Jachta Nahi Koi Lyrics
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon Lyrics
Abr E Karam Gesoo E Muhammad Lyrics