Muharram Naat Lyrics
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Mere Hussain Tujhe Salaam Lyrics
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Kar Liya Nosh Jis Ne Shahadat Ka Jaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jisko Ko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jisko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jisko Ko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jisko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Jis Ko Teero Se Chalni Karaya Gaya
Jisko Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jiska Jannat Se Joda Mangaya Gaya
Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Kar Chuka Woh Abhi Apni Hujjat Tamam
Le Ke Allah Aur Apne Nana Ka Naam
Kar Chuka Woh Abhi Apni Hujjat Tamam
Le Ke Allah Aur Apne Nana Ka Naam
Kufiyon Ko Sunaye Khuda Ke Kalaam
Aur Fida Hogaya ,Shah E Aali Makaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Ya Hussain Ibn E Ali Lyrics – Manqabat Imam Hussain
Azaro Mai Wo Bahattar (72) Tan Thay Tasleem O Raza Walay
Haqeeqat Mai Khuda Unka Tha Aur Ye Thay Khuda Walay
Hussain Ibn E Ali Ki Kya Madad Kar Sakta Tha Koi
Wo Khud Mushkil Kusha Aur Thay Mushkil Kusha Walay
Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki
Likhta Hoon Khoon E Dil Se Shahadat Hussain Ki
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Jab Karbala Mai Aaye Dularaay Batool Ke
Sher E Khuda Ke Laal Nawasaay Rasool Kay
Charo(N) Taraf Say Gher Liya Fouj E Shaam Ne
Ye Zulm Sayyado(N) Pe Kiya Fouj E Shaam Ne
Ik Zakhm Dil Pe Aur Bhi Gehra Laga Diya
Darya Pe Bhi La’eeno(N) Ne Pehra Laga Diya
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Zainab Ne Jab Nigahoo(N) Se Dekha Ye Majra
Aa Kar Kaha Hussain Se Bhayya Suno Zara
Karti Hun Is Ghareebi Main Mai Aakhri Sawal
Khidmat Mai Leke Aayi Hoon Mai Apne Dono Laal
Mana Ke Ye Tumhari Behen Ka Qarar Hai
Pyaray Hussain Tujh Pe Ye Bachchay Nisaar Hain
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Zainab Ki Baat Sun Ke Shah E Deen Ro Diye
Jaise Kisi Ne Rooh Mai Nishtar Chubho Diye
Farmaya Jaao Rann Ki Ijazat Bhi Hum Ne Di
Inko Shaheed Hone Ki Izzat Bhi Hum Ne
Zainab Tumhare Laal Lahoo Mai Nahaye(N) Gy
Ye Laal Hum Se Pehlay Hi Jannat Main Jayen Gy
Shabbir Itna Keh Ke Pareshaan Ho Gaye
Aon O Muhammad Aap Pe Qurbaan Ho Gaye
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Asghar Ali Bhi Raahiye Baagh E Iram Hue
Abbas Ke Bhi Nehr Py Baazu Qalam Hue
Qaasim Ka Seena Chid Gaya Akbar Hue Shaheed
Raah E Khuda Main Sab Hi Dilawar Hue Shaheed
Zahra Ka Sabr Chin Gaya Haider Ka Ghar Luta
Afsoos Karbala Mai Payambar Ka Ghar Luta
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ik Dard Se Imam Ka Chehra Udaas Hai
Mehsoos Ho Rha Hai Ke Kaaba Udaas Hai
Bachchon Ka Dukh Hai Seenay Mai Fikr E Haram Bhi Hai
Aur Iske Saath Nana Ki Ummat Ka Gham Bhi Hai
Sher E Khuda Ke Sher Ki Halat Ajeeb Hai
Wo Khoob Jante Hain Shahadat Qareeb Hai
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Beemar Nunehaal Ko Bistar Pe Choor Kar
Shabbir Rann Mai Chal Diye Ghore Ko Mor Kar
Seenay Mai Apne Jazba E Imaa(N)Liye Hue
Nikle Hain Lab Pe Aayat E Quran Liye Hue
Ji Jaan Hi Azeez Na Raahat Azeez Thi
Unhai(N) To Karbala Mai Shahadat Azeez Thi
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Darya Bahaa Jo Fouj Ka Piyaasay Ko Dekh Kar
Sab Kaanp Uthe Nabi Ke Nawase Ko Dekh Kar
Teer O Tameer Barasney Lagay Shaah E Deen Par
Khoon E Hussain Girnay Laga Jab Zameen Par
Us Khoo(N) Ko Firishtoo(N) Ne Daaman Main Lelia
Ik Boond Ko Bhi Rait Pe Girnay Nahi Diya
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Zakhmoo(N) Se Choor Hogaya Jo Murtaza Ka Laal
Sajday Mai Sar Jhuka Ke Kaha Rabb E Zuljalal
Taighoo(N) Ke Saye Main Mera Sajda Qabool Kar
Ye Aakhri Namaz Hai Maula Qabool Kar
Is Tarha Poora Ho Gaya Taqdeer Ka Likha
Sukhe Gale Pe Chal Gaya Khanjar La’een Ka
Ummat Ko Yun Bachaya Shah E Be-Misaal Ne
Sajday Main Sar Kata Diya Zahra Ke Laal Ne
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Ya Hussain Ibn E Ali, Ya Hussain Ibn E Ali
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics
Tumhare Sajde Ko Kaaba Salaam Kehta Hai
Jalaal E Quba E Khazra Salaam Kehta Hai.
Chaman Ka Harr Gul O Guncha Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko Zamana Salaam Kehta Hai
Charaag Wa Masjid Wa Mimbar Salaam Kehte Hain
Nabi Rasool Payamber Salaam Kehte Hain
Ali Wa Fatima Shabbar Salaam Kehte Hain
Khuda Gawaah Ho Ke Nana Salaam Kehte Hai
Khuda Ki Raah Me Sara Ko Kata Diya Tumne
Nabi Ke Deen Pe Ghar Ko Luta Diya Tumne
Nishaan E Kufr Ko Yaksar Mita Diya Tumne
Tumhe Khuda Bhi Tumhara Salaam Kehta Hai
Tumhein Falak Ke Sitaare Salaam Kehte Hain
Tumhein Quraan Ke Paare Salaam Kehte Hain
Tumhein Haram Ke Minaare Salaam Kehte Hain
Imaam Tum Ko Madina Salaam Kehta Hai
Sana Tumhari Wazeefa Hai Mera Aaba-I
Tumhari Mad-H To Shewa Hai Mera Maulai
Bas Ek Nazar Ho Jo Mujh Par To Meri Ban Aayi
Tumhara Sayyid Shaida Salaam Kehta Hai
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai
Har Deewana Mere Hussain Ka Hai
Haq Nibhana Mere Hussain Ka Hai
Dil Thikana Mere Hussain Ka Hain
Jis Ke Sae Se Qe Anat He Sab
Aesha Nana Mere Hussain Ka Hain
Jiski Khatir Yeh Qe Enat Bani
Woh Toh Nana? Mere Hussain Ka Hai
Jis Jagah Hur Bane E Jaate Hain
Kaarkhana Mere Hussain Ka Hai
Jab Se Dhar Me Sajade Alam
Aana Jana Mere Hussain Ka Hain
Jo Zameen Se Anaaj Ughta Hai
Dana Dana Mere Hussain Ka Hai
Mere Ghar Me Charagh Jalte Hain
Aana Jaana Mere Hussain Ka Hai
Ye Jo Kaba He Tuman Samjoge
Ghar Purana Mere Hussain Ka Hain
Boli Zehra Ae Ask Mujko Do
Ye Khajana Mere Hussain Ka Hain
Tum Jise Aasama Samjate Ho
Samiyana Mere Hussain Ka Hain
Roj Palhata Hu Surhe Rehman
Ae Tarana Mere Hussain Ka Hain
Babe Khebar Jisne Ukhad Diya
Aesa Baba Mere Hussain Ka Hain
Mit Ge A Daur Ab Yazido Ka
Ab Jamana Mere Hussain Ka Hain
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Keu Dakhl De Rahe Ho Aqeedat Ke Baab Me
Dekho Ye Mamla Humara Ali Ka Hai
Hum Sar Mast Chahne Wale Ali Ke Hai
Dil Pe Humare Sirf Ejaara Ali Ka Hai
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Jangle Pahad Karte Hai Naad E Ali Ali
Mushkil Ko Meri Hal Karo Mushkil Kusha Ali
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Tan Par Ali Ali Ho Zuban Par Ali Ali
Mar Jau To Kafan Pe Bhi Likhna Ali Ali
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Kabhi Zanjeer Hilti Hai Kabhi Dar Kaap Jata Hai
Ali Ka Naam Sun Kar Ab Bhi Khaibar Kaap Jata Hai
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Beydum Yahi To Panch Hai Maqsood E Qayenaat
Khairunnisa Husain Hasan Mustafa Ali
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Khulus E Dil Se Jo Ali Ka Naam Leta Hai
Wahi To Lazzate Umre Tamaam Leta Hai
Khuda Ke Bando Suno Gaur Se Khuda Ki Qasam
Ali Ka Naam To Girto Ko Thaam Leta Hai
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Baag E Jannat Me Khuda Ne Azali Likha Hai
Dali Dali Pe Nabi Aur Ali Likha Hai
Sabz Patto Par Husain Aur Kali Par Zahra
Surkh Phoolo Pe Husain Ibn E Ali Likha Hai
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Bagair Hubbe Ali Mudaa Nahi Milta
Ibadato Ka Bhi Hargiz Sila Nahi Milta
Khuda Ke Bando Suno Gaur Se Khuda Ki Qasam
Jise Ali Nahi Milte Khuda Nahi Milta
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maslak Pata Chalega Agar Khul Ke Baat Ho
Hum To Ali Ke Sath Hai Tum Kiske Sath Ho
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Maula Ali Maula
Dil Thikana Meray Hussain Ka Hai Lyrics
Dil Thikana Meray Hussain Ka Hai
Yeh Khazana Meray Hussain Ka Hai
Mustafa Ka Hua Hai Sajda Taweel
Kya Satana Meray Hussian Ka Hai
Masjid E Nabvi Mein Dauraan E Namaaz
Aana Jaana Meray Hussian Ka Hai
Jiski Aankhon Ne Rab Ko Dekha Hai
Ayesa Naana Meray Hussain Ka Hai
Tum Kaha Karte Ho Jise Kaafir
Wo Toh Dada Meray Hussain Ka Hai
Jis Ne Tukde Kiye Thay Marhab Ke
Ayesa Baba Meray Hussain Ka Hai
Chahe Aaye Yazeed Jaise Hazaar
Har Zamana Meray Hussain Ka Hai
Jisko Quraan Ne Sabse Aala Kaha
Wo Gharana Meray Hussain Ka Hai
Chaand Taaron Se Bhi Ziyada Haseen
Muskurana Meray Hussain Ka Hai
Sar Jhukate Hain Jibraeel Jahaan
Ashiyaana Meray Hussain Ka Hai
Aal E Imraan Kaha Gaya Hai Jise
Wo Gharana Meray Hussain Ka Hai
Karbala Bhi Toh Ek Arsh Hi Hai
Ye Thikana Meray Hussain Ka Hai
Apne Nana Ke Deen Ki Khatir
Sar Katana Meray Hussain Ka Hai
Dediya Khud Ko Bhi Khuda Ke Liye
Kya Lutana Meray Hussain Ka Hai
Bheek Lete Hain Awliya Bhi Jahan
Aastana Meray Hussain Ka Hai
Jis Jagah Na Gaya Koi Sabir
Aagey Jaana Meray Hussain Ka Hai
Wo Deewana Pasand Hai Sabir Ko
Jo Deewana Mere Hussain Ka Hai
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Naat Lyrics
Beautiful Manqabat “Har Zamana Mere Hussain Ka Hai” Urdu Lyrics
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai
Har Deewana Mere Hussain Ka Hai
Haq Nibhana Mere Hussain Ka Hai
Dil Thikana Mere Hussain Ka Hain
Jis Ke Sae Se Qe Anat He Sab
Aesha Nana Mere Hussain Ka Hain
Jiski Khatir Yeh Qe Enat Bani
Woh Toh Nana? Mere Hussain Ka Hai
Jis Jagah Hur Bane E Jaate Hain
Kaarkhana Mere Hussain Ka Hai
Jab Se Dhar Me Sajade Alam
Aana Jana Mere Hussain Ka Hain
Jo Zameen Se Anaaj Ughta Hai
Dana Dana Mere Hussain Ka Hai
Mere Ghar Me Charagh Jalte Hain
Aana Jaana Mere Hussain Ka Hai
Ye Jo Kaba He Tuman Samjoge
Ghar Purana Mere Hussain Ka Hain
Boli Zehra Ae Ask Mujko Do
Ye Khajana Mere Hussain Ka Hain
Tum Jise Aasama Samjate Ho
Samiyana Mere Hussain Ka Hain
Roj Palhata Hu Surhe Rehman
Ae Tarana Mere Hussain Ka Hain
Babe Khebar Jisne Ukhad Diya
Aesa Baba Mere Hussain Ka Hain
Mit Gaye A Daur Ab Yazido Ka
Ab Jamana Mere Hussain Ka Hain
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Shahid Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai
Shahid Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai
Nabi Ki Aal Ka Dulha Hussain Zinda Hai
Yazeed Dafn Tabood-E-Zulm Main Ab Bhi
Wafa Ke Bagh Main Mera Hussain Zinda Hai
Shahid Zinda Hai Lekin Hame Shaoor Nahi
Ye Marte Marte Bhi Kehna Hussain Zinda Hai
Hussain Tere Laaho Se Khila Hai Gulshan-E-Deen
Hamara Deen Hai Zinda Hussain Zinda Hai
Inhai To Rizq Diya Jata Hai Suno Logo
Sada Gumaan Ye Rakna Hussain Zinda Hai
Kaho Wo Murda Hai Unko Jo Murda Kehta Hai
Hussain Zinda Hai Zinda Hussain Zinda Hai
Utar Rahai Hai Ziyarath Ke Waste Qudsi
Lahad Main Aaj Bhi Mera Hussain Zinda Hai
Kya Husne Ifteqar He Yade Hussain Me Naat Lyrics
Kya Husne Ifteqar He Yade Hussain Me
Har Ashq Ek Bahar He Yade Hussain Me
Darbare Mustafa Ki Fazeelat Na Poochhiye
Insan Ka Waqar He Yade Hussain Me
Har Ashq Kalma Padhte He Bar Deene Mustafa
Kya Husne Yadgar He Yade Hussain Me
Wallah Sar Ba Sar He Wo Iman Ka Sukoon
Jo Qalbe Beqarar He Yade Hussain Me
Dil Zindagi Me Kaise Na Ho Khuld Ashiyan
Islam Ki Bahar He Yade Hussain Me
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam-E-Rasool-E Muazzam
Subh Sadiq Yeh Paigam Laa-Iee
Lo Sawari Muhammad Ki Aa-Iee
Daliyaan Jhuk Ga-Ieen Kalyan Khil Ga-Ieen
Bloi Shabnam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Aap Ne Dunya Mein Jalwen Dikhaa Kar
Roshni Ki Andheron Mein Aaakar
Bhula Bhatka Huva Rah E Haq Pa Gaya
Sara Aalam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Chhor Kar Ab Tera Aastaana
Karbala Jaa Rahaa Hoon Mein Nana
Deen E Haq Pe Hai Gardan Katana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Sath Nikla Hai Bhai Batijaa
Sar Pe Banthe Kafan Bacha Bacha
Kah Rahaa Hai Yeh Purana Gharana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Ya Shafi Ul Muznabeen Ab Khabar Lo
Ya Rahmatl Lil Aalameen Ab Khabar Lo
Hum Musalamanon Par Ho Karam Ki Nazar
Jane Aalam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Hurain Jhula Jhulane Ko Aaiee
Han O Dil Se Fida Kane Aaiee
Jhula Den Jati Hain Loriyan Gati Hain
Hurain Hardam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Sarhadon Par Lekar Chalen Hain
Bhukhe Piyashe Bahattar Chalen Hain
Hashr Mein Haus E Kausar Pilana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Katle Hussain Asl Me Marge Yazeed He Naat Lyrics
Katle Hussain Asl Me Marge Yazeed He
Islam Zinda Hota He Har Karbala Ke Bad
O Shimr La-Een Zalim Kya Zulm Kiya Tu Ne
Pyasa Hi Gala Kata Pani Na Diya Tu Ne
Lash Aei Jab Asghar Ki Ma Kehne Lagi Ro Ke
Pyasa Hi Gala Kata Pani Na Diya Tu Ne
Woh Kis Ke Nawase He Bhooke He Ya Pyase He
Itna Bhi Na Socha Mardood Zara Tu Ne
Sar Apna Kataea Itni Bhi Parwa Na Ki Tu Ne Batil Ki
Shabhas Tujhe Ee Hur Kya Kam Kiya Tu Ne
Mar Kar Bhi Kabhi Zalim Aram Na Peega
Baghe Gule Ahmad Ko Paman Kiya Tu Ne
Pyase Imam Assalam Ali Maqam Assalam Naat Lyrics
Pyase Imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra Ke Lal Assalam Ali Maqam Assalam..(2)
Zikar Tumhara Jab Likha Rone Laga Kalam Hussain ,
Kaise Hai Waqiyate Gham Aztaro Rahe Hussain,
Dil Mai Tumhari Yaad Hai Houtoo Pai Hai Alam Hussain (2)
Lete Rahenge Hashrah Tak Naam Tumhara Ya Hussain…
Pyase Imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra Ke Lal Assalam Ali Maqam Assalam ..(2)
Bhul Na Jayege Kabi App Ki Zindagi Hussain,
Teero Ke Saye Mai Dekhi Khalik Ki Bandage Hussain,
App Ke Khoon Se Huai Deen Mai Roushni Hussain (2)
App Ne Jag Maga Diya Deene Muhammadi Hussain…
Pyase Imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra Ke Lal Assalam Ali Maqam Assalam Assalam (2)
App Ne Kise Shaan Se Sabr Ka Inteha Kiya,
Wakth Pada Too App Nai Akbar Sa Noujawa Diya,
Phir B Wahi Agar Kami Sa Be Zuba Diya(2)
Shoro Nai Gul Sata Diya Deen-E-Nabi Bachaliya……
Pyase Imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra Ke Lal Assalam Ali Maqam Assalam…..(3)
Meh To Panj Than Ka Ghulaam Hun
Mujhay Ishq Hain Toh Khuda Sey Hain, Mujhay Ishq Hain Toh Rasul Hain
Meray Mun Sey Aaey Mehak Sada, Joh Main Naan Lun Tera Bhool Sey
Mujhey Ishq Sar-O-Saman Sey Hain, Mujhay Ishq Saray Chaman Sey Hain
Mujhay Ishq Un Ki Gali Sey Hain, Mujhay Ishq Hain Un Key Wathan Sey Hai
Mujhay Ishq Hain Toh Ali Sey Hain, Mujhay Ishq Hain Toh Hassan Sey Hain
Mujhay Ishq Hain Toh Hussain Sey, Mujhay Ishq Shahe Zaman Sey Hain
Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun
Huwa Keysay Then Sey Woh Sar Juda, Jahan Ishq Ho Wohein Karbala
Meri Baath Un Hi Ki Baath Hain, Meray Saamnay Wohi Zaath Hain
Wohi Jin Ho Shayre Khuda Kahein, Jinhein Baabe Salli ‘Ala Kehein
Wohi Jin Ko Aale Nabi Kahein, Wohi Jin Ko Zaathe Ali Kahein
Wohi Pukhta Hain Mey Tho Khaam Hun
Meh Toh Panjtan Ka Ghulaam Hun
Mera Badshah Hussain Hai Naat Lyrics
Shah Ast Husain Badshah Ast Hussain
Deen Ast Husain Deen Panah Ast Hussain
Sar Daad Na Daad Dast Dar Dast E Yazeed
Hakkake Binaye La Ilaha Ast Hussain
Yeh Baat Kis Kadar Haseen Jo Keh Gaye Moinuddin
Ke Deen Ki Panah Hussain Hai Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Aman Ka Mehromah Bhi Joh Shahon Ka Hai Shah Bhi
Aisa Badshah Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Husain Hai
Kare Koi Joh Hamsari Kisi Ki Kya Majal Hai
Hussain Har Lihaz Se Jahan Mein Bemisal Hai
Yeh Ho Chuka Hai Faisala Na Koi Dusra Hassan
Na Koi Dusra Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Husain Hai
Hidayat-E-Hussain Par Amal Karo Aye Mominon
Rahenge Hum Bahisht Mein Yakeen Rakho Aye Mominon
Kubul Hogi Har Dua Kisi Se Kyun Darein Bhala
Hamara Waasta Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Duaon Mein Nidaon Mein Joh Wasta Isse Banaega
Bahisht Ki Joh Rahon Ka Rasta Isse Banaega
Na Waste Mein Tod Hai Na Raste Mein Mod Hai
Aisi Sidhi Rah Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Kaza Ke Baad Fir Mujhe Nayi Hayat Mil Gayi
Azab Se Itab Se Mujhe Nijat Mil Gayi
Sawal Jab Kiya Gaya Hai Kaun Tera Paishwan
Toh Maine Keh Diya Husain Hai,Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Shaheed Karbala Ka Gham Jisse Bhi Na Gawar Hai
Wo Bad’amal Hai Bad’nasab Ussi Pe Be-Shumar Hai
Arey Oh Dushman-E-Azal Tu Mar Zara Qabar Mein Chal
Pata Chalega Kya Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Karega Joh Mukhalifat Ghame Hussain Ki Yahan
Woh Hoga Hashr Hashr Mein Ke Al-Hafiz O Al-Amaan
Jahan Bhi Chupne Jayega Kahin Bhi Bach Na Payega
Ke Har Jagah Mera Hussain Hai, Mera Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Us Hussain Ibn E Haidar Pei Lakhoun Salam
Us Hussain Ibn E Haidar Pei Lakhoun Salam
Kar Liya Nosh Jis Ne Shahdat Ka Jaam
Jis Ko Dhoke Se Koufe Bulaya Geya
Jis Ke Bachoen Ko Pyasa Rulaya Geya
Khanjar Zulm Jis Par Chalaya Geya
Us Ki Kamil Shahadat Pei Lakhoun Salam
Jis Ne Haq Karbala Ka Aada Kar Diya
Jis Ne Nana Ka Wa’ada Wafa Kar Diya
Jis Ne Kumbe A Kumba Fida Kar Diya
Baadshah-E-Sakhawat Pei Lahkoun Salam
Jis Ko Ummat Ka Gham Hi Satata Raha
Ashq Gharoun Mein Jo Bhi Bahata Raha
Jo Muqaddar Hamare Banata Raha
Us Ki Sab Se A’al-O-Ishrat Pei Lakhoun Salam
Jis Ke Shohar Par Khanjar Chalaya Geya
Jis Ke Bethe Ko Khoun Mein Nalaya Geya
Jis Ki Bethi Ko Qaadi Banaya Geya
Us Khatoon-E-Qayamat Pei Lakhoun Salam
Samne Jis Ke Akbar Zibaah Ho Geye
Goad Mei Jis Ke Asghar Tarapte Rahe
Jis Ko Ummat Ne Teeroun Ka Tohfa Diya
Us Shaheed-E-Mohabbat Pei Lakhoun Salam
Zehre Khanjar Bhi Haq Baat Jis Ne Kahi
Choot Par Choot Seine Pei Jis Ne Sahi
Jis Ki Sugra Madine Mei Roti Rahi
Us Ki Saim Shahadat Pei Lakhoun Salam
Wo Qaraar-E-Dil Sarwar-E-Anbiya
Jaan-E-A’alam Jigar Ghosha-E-Murtadaa
Walida Jin Ki Hai Sayyida Tahira (Radi Allahu ‘Anha)
Us Nasab Ki Sharafat Pei Lakhoun Salam
Dekho Dekho Wo Ma’asome Asghar Ali
Qasim Akbar Almadad A’abaas Bhi
Hazrat A’abid Huru Faadaar Bhi
Is Mubarak Jama’at Pei Lakhoun Salam
Jab Ke Meedaan Mei Aya Wo Sheer-E-Khuda
Jin Ke Rukh Se Hoye Mahe Waanjam Fida
Dekh Kar Un Ke Jalwe Ko Ye Ghul Macha
Is Noraani Surat Pei Lakhoun Salam
Zakhm Katha Raha Muskurata Raha
Haq Ki Khadir Wo Bache Katata Raha
Sabar Ki Ipdidaa Ishq Ki Intehaa
Be Misaal-E-Saja’at Pei Lakhoun Salam
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Neze Ki Bulandi Par Har Sir Ye Batata Hai
Sardar Husaini The Sardar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Sarkar Ki Azmat Par Ghar Baar Lutate Hain
Dildar Husaini The Dildar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Khwaja Ki Karamat Se Sabir Ki Jalalat Se
Kya Ab Bhi Nahi Samjhe Mukhtar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Ay Mustafa Ke Phool Dilo Jaan Ya Hussain Lyrics In Hindi
ए मुस्तफा के फुल दिलो जान या हुसैन
कीजिए ना इस बला को करबला मेरे हुसैन
दोनों शहजादों के तन हाथों में लेकर
किया दी मिसाले सब्र है दुनिया को ए हुसैन
उन लाखों के लश्कर दुश्मनों के सामने
परदा ना छूटा आपकी बेटी का या हुसैन
अब्बास लेके निकले थे पानी फुरात से
घोड़े से गिर के पानी हुआ कहूं या हुसैन
पियासे तेरे जवानों पे लाखों सलाम है
कुर्बान हो के दिन पे इस्लाम दे दिया
किया शान से निभाया है वादा हुजूर का
शब्बीर हक का शामा बचाया है आपमें
बातिल को मिटाया किया रोशन दिन को
शमा को रोशन आप ने खून से किया या हुसैन
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Ay Mustafa Ke Phool Dilo Jaan Ya Hussain Lyrics In Urdu
اے مصطفیٰ کے پھول دلو جان يا حسین
کیجئے نا اس بلا کو کربلا میرے حسین
دونوں شہزادوں کے تن ہاتھوں میں لیکر
کیا دی مثال صبر ہے دُنیا کو یا حسین
اُن لاکھوں کے لشکر دشمنوں کے سامنے
پردہ نا چھوٹا آپ کی بیٹی کا یا حسین
عبّاس لے کے نکلے تھے پانی فورات سے
گھوڑے سے گر کے پانی ہوا کہوں یا حسین
پیاسے تیرے جوانوں پے لاکھوں سلام ہے
قربان ہو کے دین پے اسلام دے دیا
کیا شان سے نبھایا ہے وعدہ حضور کا
شبّیر حق کا شمع بچایا ہے آپ نے
باطل کو مٹایا کیا روشن دین کو
شمع کو روشن آپ نے خون سے کیا حسین
سجدے میں سر کو رکھا عصر کو ادا کیا
سر ہو گیا پھِر تن سے جُدا آپکا حسین
دردِ دل حسین پر لاکھوں سلام ہیں
جس نے دیا ہے صبر کا پیغام یا حسین
نا کر تُو اپنی جان پر ستم اے ناصر ذرا
سوچ کربلا میں ہووے قربان میرے حسین
Muharram Naat W Manakabat Lyrics
Mera Husain hai Lyrics
Shahide Karbala ka Naam
Jisko Na-gawar hai
Wo Bad-Nazar hai Bad-Amal
Isi mein Wo Shumaar hai
Are Oh Munkeere azal
Tu mar zara qabar mein chal
Pata chalega Kya Husain hai
Shere Khuda ka Sher hai
Mera Husain hai Mera Husain hai
Sabse badha diler hai
Mera Husain hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Karbal mein the Hazaron Yazeedi khade hue
Teero Kaman Hathon mein Neze liye hue
Tanha kiya tha Jisne sabhi ka mukabala
Wo Mustafa ka Sher hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Kare jo koi hamsaree Kisi ki kya majaal hai
Jahan mein Har lihaaz se Husain be-misaal hai
Ye ho chuka hai faisala na koi dusra Hasan
Na koi dusra Husain hai
Ye Kaun zee-waqaar hai Bala ka Shah-sawar hai
Ye Bil-yaqeen Husain hai Nabi ka Noore Aeyn hai
Ke Gulshan Rasool ka Husain Ek Fool hai
Baap hai Abu Turaab Aur Maa Batul hai
Husain bas Husain hai Husain bas Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Baaba hai Jiska Murtaza Khairunnisa hai Maa
Nani Khadiza Nana hein Sarkare Do-Jahan
Is Ghar ki Shaan Lafzon mein kaise karun bayaan
Jiska Gharana khair hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Duaaon mein Husain ko Jo wasta banayega
Na waaste mein mod hai Na Raaste mein mod hai
Aesi sidhi raah Husain hai
Shere Khuda ka Sher hai
Mera Husain hai Mera Husain hai
Duniya o aakhirat mein rahega na chain se
Rakhta hai Jo bhi seene mein keena Husain se
Gustakhe Ale-bayt se rishta nahin kabool
Apna nahin Wo gair hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Takreer sun ke Hazrate Hurr ne Imaam ki
Ibne Ali ke saath mein hone ki thaan li
Kehne lage the aake Wo jaishe Husain se
Ab Har Yazeedi gair hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Kazaa ke baad fir mujhe nayi hayaat mil gayi
Azaab se Kitaab se Mujhe nijaat mil gayi
Sawaal Jab kiya gaya Hai kaun Tera Peshwaa
To Meine keh diya Husain hai
Shere Khuda ka Sher hai
Mera Husain hai Mera Husain hai
Apne Lahu se de diya Islam ko Shabaah
Deene Khuda se kar diya fitnon ka Sadde-baah
Kitna buland kar diya Islam ka Alam
Jiska Ye Kaare Khair hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Farmayi hai Khuda ne Ye Tofeek marhamat
Shabbir ki Wila mein ye likkhi hai Manqabat
Irfaan Tu bhi Shamile Maddah ho gaya
Unke Karam ka fair hai Mera Husain hai
Ya Husain Maula Husain
Ya Husain Maula Husain
Ye Kaun zee-waqaar hai Bala ka Shah-sawar hai
Ye Bil-yaqeen Husain hai Nabi ka Noore Aeyn hai
Ke Gulshan Rasool ka Husain Ek Fool hai
Baap hai Abu Turaab Aur Maa Batul hai
Husain bas Husain hai Husain bas Husain hai
Mere Hussain Tujhe Salaam Lyrics
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salam
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Kar Liya Nosh Jis Ne Shahadat Ka Jaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jisko Ko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jisko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jisko Ko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jisko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Jisne Haqq Karbala Me Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Jis Ko Teero Se Chalni Karaya Gaya
Jisko Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Jiska Jannat Se Joda Mangaya Gaya
Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jisko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Kar Chuka Woh Abhi Apni Hujjat Tamam
Le Ke Allah Aur Apne Nana Ka Naam
Kar Chuka Woh Abhi Apni Hujjat Tamam
Le Ke Allah Aur Apne Nana Ka Naam
Kufiyon Ko Sunaye Khuda Ke Kalaam
Aur Fida Hogaya ,Shah E Aali Makaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salaam, Mere Hussain Tujhe Salaam
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain Assalam Ya Hussain
Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics
Tumhare Sajde Ko Kaaba Salaam Kehta Hai
Jalaal E Quba E Khazra Salaam Kehta Hai.
Chaman Ka Harr Gul O Guncha Salaam Kehta Hai
Hussain Tum Ko Zamana Salaam Kehta Hai
Charaag Wa Masjid Wa Mimbar Salaam Kehte Hain
Nabi Rasool Payamber Salaam Kehte Hain
Ali Wa Fatima Shabbar Salaam Kehte Hain
Khuda Gawaah Ho Ke Nana Salaam Kehte Hai
Khuda Ki Raah Me Sara Ko Kata Diya Tumne
Nabi Ke Deen Pe Ghar Ko Luta Diya Tumne
Nishaan E Kufr Ko Yaksar Mita Diya Tumne
Tumhe Khuda Bhi Tumhara Salaam Kehta Hai
Tumhein Falak Ke Sitaare Salaam Kehte Hain
Tumhein Quraan Ke Paare Salaam Kehte Hain
Tumhein Haram Ke Minaare Salaam Kehte Hain
Imaam Tum Ko Madina Salaam Kehta Hai
Sana Tumhari Wazeefa Hai Mera Aaba-I
Tumhari Mad-H To Shewa Hai Mera Maulai
Bas Ek Nazar Ho Jo Mujh Par To Meri Ban Aayi
Tumhara Sayyid Shaida Salaam Kehta Hai
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai
Har Deewana Mere Hussain Ka Hai
Haq Nibhana Mere Hussain Ka Hai
Dil Thikana Mere Hussain Ka Hain
Jis Ke Sae Se Qe Anat He Sab
Aesha Nana Mere Hussain Ka Hain
Jiski Khatir Yeh Qe Enat Bani
Woh Toh Nana? Mere Hussain Ka Hai
Jis Jagah Hur Bane E Jaate Hain
Kaarkhana Mere Hussain Ka Hai
Jab Se Dhar Me Sajade Alam
Aana Jana Mere Hussain Ka Hain
Jo Zameen Se Anaaj Ughta Hai
Dana Dana Mere Hussain Ka Hai
Mere Ghar Me Charagh Jalte Hain
Aana Jaana Mere Hussain Ka Hai
Ye Jo Kaba He Tuman Samjoge
Ghar Purana Mere Hussain Ka Hain
Boli Zehra Ae Ask Mujko Do
Ye Khajana Mere Hussain Ka Hain
Tum Jise Aasama Samjate Ho
Samiyana Mere Hussain Ka Hain
Roj Palhata Hu Surhe Rehman
Ae Tarana Mere Hussain Ka Hain
Babe Khebar Jisne Ukhad Diya
Aesa Baba Mere Hussain Ka Hain
Mit Ge A Daur Ab Yazido Ka
Ab Jamana Mere Hussain Ka Hain
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Dil Thikana Meray Hussain Ka Hai Lyrics
Dil Thikana Meray Hussain Ka Hai
Yeh Khazana Meray Hussain Ka Hai
Mustafa Ka Hua Hai Sajda Taweel
Kya Satana Meray Hussian Ka Hai
Masjid E Nabvi Mein Dauraan E Namaaz
Aana Jaana Meray Hussian Ka Hai
Jiski Aankhon Ne Rab Ko Dekha Hai
Ayesa Naana Meray Hussain Ka Hai
Tum Kaha Karte Ho Jise Kaafir
Wo Toh Dada Meray Hussain Ka Hai
Jis Ne Tukde Kiye Thay Marhab Ke
Ayesa Baba Meray Hussain Ka Hai
Chahe Aaye Yazeed Jaise Hazaar
Har Zamana Meray Hussain Ka Hai
Jisko Quraan Ne Sabse Aala Kaha
Wo Gharana Meray Hussain Ka Hai
Chaand Taaron Se Bhi Ziyada Haseen
Muskurana Meray Hussain Ka Hai
Sar Jhukate Hain Jibraeel Jahaan
Ashiyaana Meray Hussain Ka Hai
Aal E Imraan Kaha Gaya Hai Jise
Wo Gharana Meray Hussain Ka Hai
Karbala Bhi Toh Ek Arsh Hi Hai
Ye Thikana Meray Hussain Ka Hai
Apne Nana Ke Deen Ki Khatir
Sar Katana Meray Hussain Ka Hai
Dediya Khud Ko Bhi Khuda Ke Liye
Kya Lutana Meray Hussain Ka Hai
Bheek Lete Hain Awliya Bhi Jahan
Aastana Meray Hussain Ka Hai
Jis Jagah Na Gaya Koi Sabir
Aagey Jaana Meray Hussain Ka Hai
Wo Deewana Pasand Hai Sabir Ko
Jo Deewana Mere Hussain Ka Hai
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Naat Lyrics
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Urdu Lyrics
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai
Har Deewana Mere Hussain Ka Hai
Haq Nibhana Mere Hussain Ka Hai
Dil Thikana Mere Hussain Ka Hain
Jis Ke Sae Se Qe Anat He Sab
Aesha Nana Mere Hussain Ka Hain
Jiski Khatir Yeh Qe Enat Bani
Woh Toh Nana? Mere Hussain Ka Hai
Jis Jagah Hur Bane E Jaate Hain
Kaarkhana Mere Hussain Ka Hai
Jab Se Dhar Me Sajade Alam
Aana Jana Mere Hussain Ka Hain
Jo Zameen Se Anaaj Ughta Hai
Dana Dana Mere Hussain Ka Hai
Mere Ghar Me Charagh Jalte Hain
Aana Jaana Mere Hussain Ka Hai
Ye Jo Kaba He Tuman Samjoge
Ghar Purana Mere Hussain Ka Hain
Boli Zehra Ae Ask Mujko Do
Ye Khajana Mere Hussain Ka Hain
Tum Jise Aasama Samjate Ho
Samiyana Mere Hussain Ka Hain
Roj Palhata Hu Surhe Rehman
Ae Tarana Mere Hussain Ka Hain
Babe Khebar Jisne Ukhad Diya
Aesa Baba Mere Hussain Ka Hain
Mit Gaye A Daur Ab Yazido Ka
Ab Jamana Mere Hussain Ka Hain
Shahid Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai
Shahid Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai
Nabi Ki Aal Ka Dulha Hussain Zinda Hai
Yazeed Dafn Tabood-E-Zulm Main Ab Bhi
Wafa Ke Bagh Main Mera Hussain Zinda Hai
Shahid Zinda Hai Lekin Hame Shaoor Nahi
Ye Marte Marte Bhi Kehna Hussain Zinda Hai
Hussain Tere Laaho Se Khila Hai Gulshan-E-Deen
Hamara Deen Hai Zinda Hussain Zinda Hai
Inhai To Rizq Diya Jata Hai Suno Logo
Sada Gumaan Ye Rakna Hussain Zinda Hai
Kaho Wo Murda Hai Unko Jo Murda Kehta Hai
Hussain Zinda Hai Zinda Hussain Zinda Hai
Utar Rahai Hai Ziyarath Ke Waste Qudsi
Lahad Main Aaj Bhi Mera Hussain Zinda Hai
Kya Husne Ifteqar He Yade Hussain Me Naat Lyrics
Kya Husne Ifteqar He Yade Hussain Me
Har Ashq Ek Bahar He Yade Hussain Me
Darbare Mustafa Ki Fazeelat Na Poochhiye
Insan Ka Waqar He Yade Hussain Me
Har Ashq Kalma Padhte He Bar Deene Mustafa
Kya Husne Yadgar He Yade Hussain Me
Wallah Sar Ba Sar He Wo Iman Ka Sukoon
Jo Qalbe Beqarar He Yade Hussain Me
Dil Zindagi Me Kaise Na Ho Khuld Ashiyan
Islam Ki Bahar He Yade Hussain Me
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam-E-Rasool-E Muazzam
Subh Sadiq Yeh Paigam Laa-Iee
Lo Sawari Muhammad Ki Aa-Iee
Daliyaan Jhuk Ga-Ieen Kalyan Khil Ga-Ieen
Bloi Shabnam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Aap Ne Dunya Mein Jalwen Dikhaa Kar
Roshni Ki Andheron Mein Aaakar
Bhula Bhatka Huva Rah E Haq Pa Gaya
Sara Aalam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Chhor Kar Ab Tera Aastaana
Karbala Jaa Rahaa Hoon Mein Nana
Deen E Haq Pe Hai Gardan Katana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Sath Nikla Hai Bhai Batijaa
Sar Pe Banthe Kafan Bacha Bacha
Kah Rahaa Hai Yeh Purana Gharana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Ya Shafi Ul Muznabeen Ab Khabar Lo
Ya Rahmatl Lil Aalameen Ab Khabar Lo
Hum Musalamanon Par Ho Karam Ki Nazar
Jane Aalam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Hurain Jhula Jhulane Ko Aaiee
Han O Dil Se Fida Kane Aaiee
Jhula Den Jati Hain Loriyan Gati Hain
Hurain Hardam As-Salam E Rasool E Muazzam
Dar Pe Hazir Hain Hum
Kijiye Ga Karam Ham Pe Har Dam
As-Salam E Rasool E Muazzam
Sarhadon Par Lekar Chalen Hain
Bhukhe Piyashe Bahattar Chalen Hain
Hashr Mein Haus E Kausar Pilana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Katle Hussain Asl Me Marge Yazeed He Naat Lyrics
Katle Hussain Asl Me Marge Yazeed He
Islam Zinda Hota He Har Karbala Ke Bad
O Shimr La-Een Zalim Kya Zulm Kiya Tu Ne
Pyasa Hi Gala Kata Pani Na Diya Tu Ne
Lash Aei Jab Asghar Ki Ma Kehne Lagi Ro Ke
Pyasa Hi Gala Kata Pani Na Diya Tu Ne
Woh Kis Ke Nawase He Bhooke He Ya Pyase He
Itna Bhi Na Socha Mardood Zara Tu Ne
Sar Apna Kataea Itni Bhi Parwa Na Ki Tu Ne Batil Ki
Shabhas Tujhe Ee Hur Kya Kam Kiya Tu Ne
Mar Kar Bhi Kabhi Zalim Aram Na Peega
Baghe Gule Ahmad Ko Paman Kiya Tu Ne
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Neze Ki Bulandi Par Har Sir Ye Batata Hai
Sardar Husaini The Sardar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Sarkar Ki Azmat Par Ghar Baar Lutate Hain
Dildar Husaini The Dildar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Khwaja Ki Karamat Se Sabir Ki Jalalat Se
Kya Ab Bhi Nahi Samjhe Mukhtar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain
Har Zulm Se Ladne Ko Tayyar Husaini Hain
Tum Soya Samjh Te Ho Bedaar Husaini Hain