Main Bhi Roza Rakho Ge Ya Allah Taufeeq De Lyrics

 
Main Bhi Roza Rakho Ge Ya Allah Taufeeq De Hamad O Naat Lyrics
Main Bhi Rozay Rakhoonga Ya Allah Taufeeq Day
Namazain Padhne Jaaunga, Ya Allah Taufeeq Day
 
 
 
Main Bhi To Musalman Hun Chhota Sa Hun Lekin
Hukm Tera Ya Rab Mere Liye Bhi Hai
 
 
 
Man Sama Ramdhana Imaanan Wa Ikhtesaba
Man Qama Ramdhana Imaanan Wa Ikhteshaba
Ghufira Lahu Ma Taqaddama Min Zambihi
Ya Allah Taufiq Day
 
 
 
Rozay Agar Momin Rakhe Sawab Ki Niyat Se
Taraweeh Agar Momin Padhe Sawab Ki Niyyat Say
 
Mitte Gunah Uske Pichhle Sare
Ye Parwana Ya Rab Mere Liye Bhi Hai
 
Main Bhi Rozay Rakhoonga Ya Allah Taufeeq Day
Namazain Padhne Jaaunga, Ya Allah Taufeeq Day
 
 
 
Zikr-O-Tilawat Se Khudaya Qurb Tera Paaun
Zod-O-Sikhawat Se Khudaya Lutf Tera Paaun
 
Nekiyon Ka Mausam Hai Ye Kyun Na Hissa Dalun
Jannat Ka Sauda Ya Rab Mere Liye Bhi Hai
 
Man Sama Ramdhana Imaanan, Wa Ikhtesaba
Man Qama Ramdhana Imaanan, Wa Ikhteshaba
 
Ghufira Lahu Ma Taqaddama Min Zambihi,
Ya Allah Taufiq Day,
 
 
 
Maghfirat Mango Ruhani Rab Se Tum Din Raat
Karta Jahannum Se Wo Bari Bandon Ko La Tadad
 
Mere Bhi Gunah Bahut Hain Day Mujh Ko Najat
Mafi Ka Ailan Ya Rab Mere Liye Bhi Hai
 
Main Bhi Rozay Rakhoonga Ya Allah Taufeeq Day
Namazain Padhne Jaaunga, Ya Allah Taufeeq Day

Leave a Reply

Your email address will not be published.