Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

 

Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se (x2)
Roshan Hai Deene Haq Ka Sitara Hussain Se

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Imaan Ki To Baat Yahin Hai Mere Aziz (x2)
Imaan Apna Hai Taro Taaza Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Kisko Mili Hai Aisi Ta’Alluq Ki Woos’Ate (x2)
Nana Se Hai Hussain To Nana Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Sar De Ke Sar Bulandiyan Milti Hai Dahar Me (x2)
Ye Dars Bhi Zamane Ne Paaya Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Aisa Nibhaya Duniya Ko Hairan Kar Diya (x2)
Sarkar Ne Liya Tha Jo Waada Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Maula Ali Ke Laal Hai Maula Ali Ke Laal (x2)
Jo Maangoge Wo Paoge Maula Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

Arfaq Zabaane Haal Se Kehta Hai Ek Jahan (x2)
Nikhra Hai Deen Aur Jyada Hussain Se (x2)

Kya Kya Bayan Karun Main Kya Kya Hussain Se
Hussain Ibne Ali…Hussain Ibne Ali

English End……

Leave a Comment