Hashr Mein Phir Milenge Mere Dosto Naat Lyrics

 

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !
बस यही है मक़ाम आख़री आख़री

ज़िंदगी ने जहाँ तक वफ़ा की, रही
चल दिए अब सलाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

कहना सब जीते जी के हैं शिकवे-गिले
आज से ख़त्म दुनिया के सब सिलसिले
शम्अ’ ढलने को है, दम निकलने को है
अब है क़िस्सा तमाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

मुझ को नहला के पहना दिए हैं कफ़न
रो चुके मिलके माँ-बाप, भाई-बहन
मौत भी दोस्तो ! आज हैरत में है
हो चुका एहतिमाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

ख़ुश्बुओं में कफ़न को बसाने लगे
मेरी मय्यत को दुल्हन बनाने लगे
दोस्तो ! अब उठाओ जनाज़ा मेरा
हो चुका इंतिज़ाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

मुझ को ज़ेर-ए-ज़मीं यार दफ़ना गए
किस क़दर संग-दिल हो के फ़रमा गए
दोस्तो ! चैन की नींद सोते रहो
बस यही है मक़ाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

कैसी दुनिया है यारो ! गज़ब रे गज़ब !
चंद दिनों में यहाँ भूल जाते हैं सब !
जिस बहाने मेरी याद आ जाए तो
पढ़ लेना ये कलाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

अलविदाअ’ अलविदाअ’ दोस्तो ! मैं चला
हो चुका मेरा काम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

 

HASHR MEIN FIR MILENGE MERE DOSTON NAAT LYRICS
Hashr mein fir milenge mere doston
Bas yahi hai makam aakhari aakhari

Kehna sab jiteji ke hein shikwe gile
Aaj se khatm duniya ke sab silsile
Sham’a dhalne ko hai dam nikalne ko hai
Ab hai kissa tamam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

Mujko nehla ke pehna diye hein kafan
Ro chuke milke maa baap bhai bahen
Maut bhi doston aaj hairat mein hai
Ab hai kissa tamam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

Khushbuon mein kafan ko basane lage
Meri mayyat ko dulhan ko banane lage
Doston ab uthao janaza mera
Ho chuka intezam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

Mujko zere zameen yaar dafna gaye
Kis kadar sang dil hoke farma gaye
Doston chain ki nind sote raho
Bas yahi hai makam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

Kesi duniya hai Khurshid gazab re gazab
Chand dinon mein yaha bhul jaate hein sab
Jis bahane meri yaad aajaye to
Padne laga ye kalam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

Zindagi ne jahan tak wafa ki rahi
Chal diye ab salam akhari akhari
Hashr mein fir milenge mere doston

 

Hashr mein fir milenge Mere doston Lyrics || हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों

Roman(ENG):

Hashr mein fir milenge Mere Doston
Bas yahi hai makam aakhari aakhari

Kehna sab jiteji ke hein shikwe gile
Aaj se khatm Duniya ke sab silsile

Shama dhalne ko hai Dam nikalne ko hai
Ab hai qissa tamam akhari akhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

Mujko nehla ke pehna diye hein kafan
Ro chuke milke Maa Baap Bhai Bahen

Mout bhi doston aaj hairat mein hai
Ab hai qissa tamam aakhari aakhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

Khushbuon mein kafan ko basane lage
Meri mayyat ko dulhan sa banane lage

Doston ! ab uthao janaaza Mera
Ho chuka intezam aakhari aakhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

Mujko zere zameen yaar dafna gaye
Kis qadar sang Dil hoke farma gaye

Doston ! chain ki nind sote raho
Bas yahi hai makam aakhari aakhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

Kaisi duniya hai Khurshid gajab re gajab
Chand Dinon mein yaha.n bhul jaate hein sab

Jis bahane Meri yaad aajaye to
Padne laga ye qalam aakhari aakhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

Zindagi ne jahan tak wafa ki rahi
Chal diye ab salam aakhari aakhari

Hashr mein fir milenge Mere Doston

 

हिंदी(HINDI):

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !
बस यही है मक़ाम आखरी आखरी

कहना सब जीते जी के हैं सिलसिले
आज से ख़त्म दुनिया के सब सिलसिले

शमा ढलने को है, दम निकलने को है
अब है क़िस्सा तमाम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

मुझको नेहलाके पहना दिए हैं कफ़न
रो चुके मिलके माँ बाप भाई बहन

मौत भी दोस्तों आज हैरत में है
अब है क़िस्सा तमाम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

खुशबुओं में कफ़न को बसाने लगे
मेरी मय्यत को दुल्हन सा बनाने लगे

दोस्तों ! अब उठाओ जनाज़ा मेरा
हो चूका इंतेज़ाम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

मुझको ज़ेरे ज़मीं यार दफना गए
किस क़दर संग दिल होके फरमा गए

दोस्तों ! चैन की नींद सोते रहो
बस यही है मक़ाम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

कैसी दुनिया है खुर्शीद गजब रे गजब
चंद दिनों में यहाँ भूल जाते हैं सब

जिस बहाने मेरी याद आ जाए तो
पड़ने लगा ये क़लम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

ज़िन्दगी ने जहाँ तक वफ़ा की रही
चल दिए अब सलाम आखरी आखरी

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तों !

 

 

IBNE MULJIM NE HAIDER KO MAARA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
TUMSE CHUTAA HAI MAULA TUMHAARA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
SOONI QABRE RASOOLE KHUDA HAI
GHAR MAY ZEHRA KE MAATAM BUKA HAI
KHAAK UDAATAA HAI HAIDER KA KUNBAA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
AALE AHMED PE AAFAT HAI AAYI
BEKASON PAR YATEEMI HAI CHAAYI
UTHGAYAA SAR SE HAIDER KA SAAYA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
GHAR MAY KHAALIQ KE HAIDER KO MAARA
JAANASHEENE PAYAMBAR KO MAARA
HAAYE SAJDE MAY SARWAR KO MAARA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
KYUN NA ROYE YE WO GHAM NAHI HAI
SHAB YE AASHOOR SE KAM NAHI HAI
KHULD ME BHI YE MAATAM HAI BARPAA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
DIL HILAATE HAI ZAINAB KE NAALE
KHAAK UDAATE HAI SAB KUNBE WAALE
UTH RAHAA HAI ALI KA JANAAZA
ROZEDAARO QAYAMAT KA DIN HAI
42
BOLI KHATUN-E-JINA, YANI SHABBIR KI MAA(N)
MERA BACHA HAI(N) KAHAA(N)
ZULJANAA AY ZULJANAA, MERA BACHAN HAI KAHAN…
LAY GAYA GHAR SE EK PYAASE KO, RAB KE MEHBOOB KE NAWASE KO
CHOR KER AAGAYA LAEENO ME, GHAM ZADA MAA KE TU ASSASE KO.
DHUND NE JAWU(N) USE, IS ANDHERE ME KAHA(N), MERA BACHAA …

JIS NE LASHE UTHAYE THE DIN BHAR, KHUNE ASGHAR THA JISKE CHEHRE PAR,
ZAKHME AKBAR KI THI ANNI DIL ME, BHAYI KI GHAM ME JHUK GAYI THI KAMAR,
KHAAK URHAATE HAI NABI, HAI ALI MEHVE FUGHAA, MERA..

RAQIBE DOSH MUSTAFA THA WO, TUJHKO BACHPANSE CHAHTAA THA WO
SAATH KYU(N) AAJ USKA CHOR DIYA, JABKE MUSHKIL ME AGAYA THA WO
BEWAFAYI KA SABAB, KYA KARU(N) TUJHKO BAYAA(N), MERA BACHA …

TERE MAATHE PE KHUN HAI KISKA, RANG KHU(N) YE TERE SAWAAR KA THA
HE MERE SHIR KI MEHEK USME, KAMPTA HAI ALAM SE DIL MERA
BOL KHAMOSH HAI KYU(N), TERE ASU(N) HAI RAWAA, MERA BACHA …

JO TERI PYAAS PAR UDAAS RAHA, HO KE PAANI KI AASPAAS RAHA
PHIR BHI PAANI PIYAA NAHI USNE, TERI KHATIR WO MEHWE YAAS RAHA
KHUSHK THA USKA GHALA, KHUSHK THI USKI ZABAA(N), MERA BACHA …

KAISE SOYEGI LADLI USKI, JISKO SINE PA NEEND AATI THI
JISNE ROKA THA TUJHKO JAATE HUWE,
KYA KAHEGA AGAR WO PUCHHEGI, SAMNA USKA NA KAR
ROKE DEDEGI WO JAA(N), MERA BACHA ..

QALB ZAINAB KAHEE(N) FIGHAR NA HO, DILPE EHLE HARAM KE WAAR NA HO
TU JO KHAYME ME JAYENGA KHALI, KON HAI JO, KE SOGHWAAR NA HO
TU JO JAAYEGA WAHAA(N), HASHR KA HONGA SAMAA(N), MERA BACHA …

NA GAWAA SAR SINA PE AAYAA NAZAR, ZIKRE KHALIQ THA JISKE HONTO PAR,
THAAM KAR DIL LARAZTE HAATHO(N) SE, BOLI “REHAN”, MADARE SARWAR
TUJHSE AY ASPE JHARI, AB NA PUCHENGI YE MAA(N), MERA BACHHA …
43
(YE MATAM, YE MATAM, SHABBIR TERA MATAM) X2
TA HASHR RAHENGA JAARI TA HASHR REHEGA QAYAM

YE FARSHE AZA YE GIRIYA YE MAJLIS MATAM NAWHA,
YE ASHKO(N) KI BARSAATE YE KHOON KA BEHTA DARIYA
HUM KARTE RAHE HE PAYHUM, HUM KARTE RAHEGE HAR DAM

HUM MATAM KARNE WAALE HUM NAWHA PARHNE WAALE,
BESHAK HAI DUWAAYE ZEHRA SHABBIR PA RONE WAALE,
YE ASHK NAHI HAI WAIZ YE ZAKHMO(N) KA HAI MARHUM

AY MUNKIRE MATAM SUNLE MATAM SE NA RAKH BEZAARI
ZEHRA KI AMANAT HAI YE KAR TU BHI AMANATDAARI
MILTA HAI NASEEBO(N) SE YE ZEHRA KE GHARANE KA GHAM

ZAINAB NE KIYAA YE MATAM JAB SHAAM KE ZINDAANO ME,
LAGTA THA QAYAMAT AAYI KUFFAR KE AYWAANO ME,
CHODA SO BARAS GUZRE HAI(N), MATAM NA HUWA ABTAK KAM

ZANJEER KA YE MATAM HAI SAJAAD KE ZANJEERO(N) KA,
MITSAKTA NAHI HAI MATAM SHABBIR TERE BACHO(N) KA,
MARSAKTA NAHI YE MATAM, GAR MAR BHI JAYEGE HUM

ZEHRA KI TAMANA HAI ZAINAB KE LIYE PURSA HAI,
NA SIRF AZAA KHANO ME YE AAG PE BHI HOTA HAI
REHTA HAI SARO(N) PAR APNE, ABBAS ALI KA PARCHAM

YE FARSHE AZA YE GIRIYA YE MAJLIS MATAM NAWHA,
YE ASHKO(N) KI BARSAATE YE KHOON KA BEHTA DARIYA
HUM KARTE RAHE HE PAYHUM, HUM KARTE RAHEGE HAR DAM

SHABBIR TERA YE MATAM NASLO ME RAHEGA BAQI,
“REHAN” IBADAT HAI YE MAULA KI MATAMDAARI,
HUM MATAM HI KARTE HO, AY KAASH NIKAL JAAYE DAM
44
AY MUSLAMAA(N) KASH SOCHA HOTA
KAY MOHAMMED KA NAWASA HAI YEH

HALATE SAJDA ME HAI BEKASO MAJBOOR BHI
AUR KAI ROZ KA PYAASA HAI YEH

AQAL HEYRAA(N) THI ISAY BANDA KAY REHMAN KAHEY
NOKAY NAYZA PE ISE BOLTA QURAN KAHEY
YA TO RAB HAI JOKAY BANDE SA NAZAR AATA HAI
GHAR HAI INSAA(N) TO KHUDA SA HAI YEH

BOLI ZAINAB ZULM SHABBIR PE DHANAY WALO
PATHARO(N) KAY TALE MAYYAT KO CHUPANE WALO
HAY KAANDEY PE UTHATHEY THE JINHE KHATME RUSUL
MERE US BHAI KA LAASHA HAI YEH

JIS KA GHAZI NA RAHA AUR ALI ALI AKBAR NA BACHA
BHAI KI LAASH PAY KHULKE JISAY RONAY NA DIYA
AAJ MATAM SARE BAZAAR JO HUM KARTE HAY
ISSI ZAINAB KA DILASA HAI YEH

SAYYEDON KA BHARA GHAR BAAR JALAYA KYU HAI
BIBIYON KON SARE BAZAAR PHIRAYA KYU HAI
TUNE TOH YEH BHI NA SOCHA KAI JO QAIDI HAI BANE
PAAK ZAHRA KA ASASA HAI YEH

MAIN HUN ZAINAB MUJHE HAIDER KO SAMAJTA KYU
HAIN
SUN KAY KHUTBA MERA MAL’OON BIGARTA KYU HAI
BOLI ZAINAB KAY YEH KHUTBA HI NA HI SUN AY YAZID
PAAK QURAN KA KHULASA HAI YEH

SAANIYE ZAHRA KI AKHTAR YEH ATAA HAI TUJHKO
NOHA LIKHNE KE LIYE DARD MILA HAI TUJH KO
TERE ALFAZ MAI HAI FATEMA ZAHRA KI DUA
TERE ANDAAZ JUDASA HAI YEH
45
HUSSAIN AL GHAREEB AL GHAREEB AL HUSSAIN, HUSSAIN AS SHAHEED AS SHAHEED AL HUSSAIN

DOHAI DOHAI KHUDARA DOHAI,
YE DASHTE BALA ME HAI KESI TABAHI
BAHAYA HAI KISNE YE KHOONE MOHD,
QAYAMAT YE DHAI HAI KISNE ILAAHI
JAWANO BUZURGO KO MAARA GAYA HAI,
SHAHIDO ME SHAMIL HAI NANHA SIPAHI

KIYA JASHN BARPA YU EHLE HAWAS NE,
SHAHIDO KE LAASHO PE DANKE BAJAE
JALA DAALE AALE MOHD KE KHAIME,
SAKINA KE MU PAR TAMACHE LAGAYE
JO BEEMAR THA USKA BISTAR NA CHODA,
NABI ZADIYO PAR BHI DURRE CHALAYE
UTHI APNE MARQAD SE BINTE MOHD,
SIYAH SHAB KI CHADAR ME CHEHRA CHUPAKAR
GAYI KARBALA ME TO USNE YE DEKHA,
HAI BOSIDA KURTE ME EK LAASH BESAR
BADAN SAARA TEERO SE CHALNI PADA HAI,
LAHU ME HAI DOOBA HUA SAARA PAIKAR

TADAP KAR WO CHILLAI SHABBIR BETA,
LAHU ME NAHAYE HO SAR BHI JUDA HAI
TABAR KISNE MAARE HAI SAARE BADAN PAR,
YE TEERO PE KISNE JANAZA RAKHA HAI
KAHA HAI MERA LAAL ABBAS BOLO,
MAI PUCHUNGI USSE YE KESE HUA HAI
SADA SUNKE ZAHRA KI THARRAE GHAZI,
JUDA TAN SE SAR THA TO SHANE KATE THE
GHAMO YAAS O HASRAT ME MAJROOHO MUZTAR
KAHE KYA KE DARYA KANARE PADE THE
SUE ALQAMA AB JO BIBI NE DEKHA,
WAFAAON KE SAHIL PE JHANDE GHARE THE

IDHAR DARD O GHUM KI SATAI THI ZAINAB,
JO WEHSHAT KE JUNGLE ME HAIDER BANI THI
KABHI KHAAK UDATI KABHI ASHK PITI,
JO KUNBE KE PEHRE PE TANHA KHADI TH
SAKINA KE SAQQA KO AAWAZ DEKAR,
GHAME SHAHEDEEN ME BUKA KAR RHI THI
KABHI DIL ME DETI WO MAA KO SADAE
KABHI ROKE KEHTI KE BABA KAHA HO
SHAHIDO KA NAUHA THA USKE ZABA PAR
ABAD KIS TARAH USKE GHUM KA BAYAAN HO
HUME BHI SA’ADAT HO NUSRAT KI HASIL,
KHUDARA ZAHOORE IMAME ZAMA HO
46
HUSSAIN AL GHAREEB AL GHAREEB AL HUSSAIN
HUSSAIN ASH SHAHEED ASH SHAHEED AL HUSSAIN

SALAAMS ON THE HEAD OF MY MOLA HUSSAIN
SALAAMS ON THE LIPS OF MY BLESSED HUSSAIN
FOR DAYS IN THE DESERT YOUR BODY REMAINED
WITH THOUSANDS OF ARROWS – YOUR SHROUD THEY BECAME
AND ON ARBAEEN WHERE THE MILLIONS WILL PRAY
THE GRIEF AND THE MOURNING FOR YOUR YA HUSSAIN

THE SCREAMS OF THE CHILDREN – THIRSTY FOR WATER
THE DUTY WAS SENT – TO ABBAS OUR SAVIOR
THE LION OF GOD COULD BE SEEN RIDING FASTER
TO REACH AL FURAT AND TO PLEASE HIS SAKINA
BUT HOW DOES HE FALL FROM THE HORSE WITH NO HANDS
THE FLAG OF ISLAM LAYING BARE ON THE SAND

A LADY WAS SEEN PEERING OUT FROM THE TENTS
A CRY FROM THE HEAVENS THAT ZAHRA PRESENTS
OH SHIMR OH SHIMR – WHY ON HIS CHESTS?
THE SWORD STAINED IN BLOOD WAS HUSSAINS FINAL TEST
HUSSAIN TO YOUR MOTHER ITS TIME TO ASCEND
YOUR TRIALS IN KARBALA HAVE COME TO AN END

SAKINA WOULD CRY EVERY NIGHT FOR HER FATHER
AND ZAINAB WOULD CRADLE HUSSAINS LITTLE DAUGHTER
BUT WHEN THEY PRESENTED HIS HEAD ON A PLATTER
SAKINA COULD NOT BEAR TO LIVE ANY LONGER
BUT NO ONE COULD COMFORT OR SOOTHER YOUNG SAKINA
SHE DIED IN THE PRISON WITH ZAINAB BESIDE HER

THE FIRE, THE BURNING, THE TENTS UP IN FLAMES
O ZAINAB PROTECT IMAM ALI BIN HUSSAIN
THE SOLDIERS OF YAZID WANT TO BEAT US WITH CHAINS
THE WOMEN AND CHILDREN ARE CRYING IN VAIN
O BABA ALI PLEASE COME BACK AND DEFEND US
YOUR CHILDREN ARE WAITING FOR YOU TO RETURN
47
SURA-E-KAHF SUNAATA HAI YE SAR KISKA HAI
KHOON ANKHO SE BAHATA HAI, YE SAR KISKA HAI

CHALTE CHALTE JO SAKINA (S.A.) KAHI GIR JATI HAI
KHUDKO NAIZE SE GIRATA HAI..(2)…..

JIS TARAF JATA HAI BAZAR ME SAR AKBAR (A.S.) KA
US TARAF DEKHTA JATA HAI..(2)…..

JAB BHI DAKHIL KISI BAZAAR ME HOTE HAI HARAM (A.S.)
PEHLA PATTHAR YEHI KHATA HAI…..(2)

RAAT HOTI HAI TO MASOOM SI EK BACHI KO
LORI NAIZE SE SUNATA HAI…..(2)

PADHKE QUR’AAN KI AYAAT SARE ZAINAB (S.A.) SE
DHYAAN LOGO KA HATA HAI…..(2)

YE SAMA KAASH NA DEKHE KOI KHWAHAR ISKI
SHIMR (L.A.) ZULFO SE UTHATA HAI…..(2)

MIR SAJJAD NAHI KYA KOI WARIS ISKA
ISKO HAR EK SATATA HAI..(2)
48
YE JITNE SHAH TAWANGAR DIKHAAI DETE HAI
SABHI HUSSAIN KE NAUKAR (X2)
DIKHAAI DETE HAI

PUKAARTI HAI SAKHAAWAT WHO DAR HUSSAIN KA HAI
JAHAAN FAKIR KALANDAR DIKHAAI DETE HAI

HUSSAIN TERE SIPAAHI AJEEB SHAAN KE HAI
JAHAAN FAKIR KALANDAR DIKHAAI DETE HAI

NISHAANE MAATAME ZANJEER0 HATHKADI BEDI
HURUF-E-ISHK KE ZEWAR DIKHAAI DETE HAI

ALI KE DAR KE GADAAGAR BHI MOAJIZA GAR HAI
FAKIR HO KE ABUZAR DIKHAAI DETE HAI

KAHIN ZAMEEN PE FARISHTE NAZAR NAHI AATE
MAGAR HUSSAIN KE DAR PAR DIKHAAI DETE HAI

ZAMEENE JO GHAME SHEH ME BHAAYE HAI AANSUN
WAHI TO HAI JO SMANDAR DIKHAAI DETE HAI

NA JAANE KIS SE BANI HAI YE KHAAKE KERBOBALAA
YAHAAN KE ZARRE BHI GOHAR DIKHAAI DETE HAI

CHAMAKTE CHAAND SITAARE FALAQ KE SEEENE PAR
NUKOSH E MAATAME SARWAR DIKHAAI DETE HAI
49
SUGHRA GHASH SE CHONK KAR UTHI, BOLI SAR KO PEET-TI HUI
HAAY MERI NEEND UDGAYI, MERE BABA KHAIRIYAT SE HO
DEKHA AAJ MAINE KAISA KHAAB,
RAYTH PAR PADEY HAI KUCH GULAAB
CHUN RAHE HAI JINKO BU-TURAAB
KHOON RO RAHA HAI AAFTAB
HAYE MERI NEEND….
EK TARAF ALAM HAI KHOON MAY TAR,
JHUK GAYI HAI SHAH KI KAMAR
JA RAHI HAI JIS TARAF NAZAR,
BIBIYAN KHADI HAI NANGEY SAR
HAYE MERI NEEND….
HAAYE HAAY QASIM-E-JAWAN,
BAIN KAR RAHI HAI JISKI MAA
HIL GAYE ZAMEEN-O-AASMAN,
TODI JAB DULHAN NE CHOODIYAN
HAYE MERI NEEND….
EK BACHI SEENA-E-PIDAR,
DHOONDTI RAHI IDHAR UDHAR
BAAP SO RAHA THA KHAAQ PAR,
JIS KE TAN SE KAT CHUKA THA SAR
HAYE MERI NEEND….
QAID HAI RASOOL-ZAADIYAN,
HAATH MAY BADHI HAI RASSIYAN
BE KAJAWA HAI AMARIYAAN,
KHOON RO RAHA HAI SAARBAN
HAYE MERI NEEND….
KHWAAB YEH BADAA AJEEB THA, B
AAD SHAAH-E-DEEN GAREEB THA
KYA YAHI MERA NASEEB THA,
BE-KAFAN MERA TABEEB THA
HAYE MERI NEEND….
SARWAR-O-REHAAN KI DUA,
HO QABOOL SHAAH-E-KARBALA
KOI BETI AUR IS TARHA,
PHIR TADAP KE YUN NA DE SADA
HAYE MERI NEEND….
50
YE FALAK SE AATI THI SADAA
KUTILAL HUSSAINU BI KARBALA
LO NISHAANE FATEMA MIT GAYA KUTILAL…
BUJE BAADE ZULMSE SHAME DIN
HUE BIN IMAMKE MOOMINEEN
ZUBIHAL HUSSAINU BI KERBALA KUTILAL…
JIGARE HASAN PE CHURI CHALI
HUWA PAASH PAASH DILE ALI
LAHADE NABI KO ZALZALA KUTILAL…
YE BATUL KEHTI HAY PITKAR
KE ME LUTGAYI MERI LO KHABAR
MERE DAADRAS MERE KIBRIYAA KUTILAL…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *