Fatiha ka Tarika
Fatiha ka Tariqa
Fatiha ka Tariqa
Wudhu Karne Ke Bad Ka’ba Sharif Ki Taraf Munh Karke Baith Jayen. Jis Cheez Par Fatiha Dena Ho (Yanne Niyaz, Pani Wagairh Ko) Usko Samne Rakh Len.
Samane Rakhna Sirf Mustahab Aur Jaaiz Hai. Farz W Wajib Nahi.
Agar Woh Cheez Dhaki (Pack) Huvi Hai To Khol (Open Kar) Dain Aur Loban Agarbatti Silgayen (Agar Maujood Ho To).
Fir 3, 5 Yaa 11 Bar Darood Sharif Padhkar Panj (Panch) Qurani Aayat Sharif Ki Tilawat Kare Ya Jitna Zyadah Ho Sake Tilawat Kren.
Fatiha ka Tariqa
Surah Al-Kafiroon
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul ya ayyuha alkafiroona
2. La aAAbudu ma taAAbudoona
3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum
5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
6. Lakum deenukum waliya deeni
Surah Al-Ikhlas
Bismilla hir rahmanir raheem
1. Qul huwa Allahu ahadun
2. Allahu alssamadu
3. Lam yalid walam yooladu
4. Walam yakun lahu kufuwan ahadun
Surah Al-Falaq
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi
2. Min sharri ma khalaqa
3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba
4. Wamin sharri alnnaffathatifee alAAuqadi
5. Wamin sharri hasidin itha hasada
Surah Al- Naas
Bismilla hir rahmanir raheem
1. Qul Aauzu Bi rabbinnasi
2. Maliki alnnasi
3. Ilahi alnnasi
4. Min sharri alwaswasi alkhannasi
5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi
6. Mina aljinnati waalnnasi
Surah Fatiha
Bismilla hir rahmanir raheem
1. Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
2. Alhamdu lillahi rabbi alAAalameena
3. Alrrahmani alrraheemi
4. Maliki yawmi alddeeni
5. Iyyaka naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu
6. Ihdina alssirataalmustaqeema
7. Sirata allatheena anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobiAAalayhim wala alddalleena
Surah Baqarah
Bismilla hir rahmanir raheem
1. Alif-lam-meem
2. Thalika alkitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeena
3. Allatheena yu/minoona bialghaybiwayuqeemoona alssalatawamimma razaqnahum yunfiqoona
4. Waallatheena yu/minoonabima onzila ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum yooqinoona
5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika humualmuflihoona
Aayaate-E- Khamsah
1. Wa-ilahukum ilahun wahidun la ilahailla huwa alrrahmanualrraheemu
2. inna rahmatallahi Qareebum Minal Musineena
3. wamaa Aesalnaka illaa Rahmatal lil Aalameen
4. Ma kana muhammadun aba ahadin min rijalikumwalakin rasoola Allahi wakhatama alnnabiyyeena wakana Allahu bikullishay-in AAaleeman
5. Inna Allaha wamala-ikatahu yusalloona AAalaalnnabiyyi ya ayyuha allatheenaamanoo salloo AAalayhi wasallimoo tasleeman
Jazallah Anna Syyedina Muhammadam Maa Huwa Ahluh
Sallallahu Alaihi Wa sallam
Subhana rab bika rab bil izzati Ammaa yasifoon wa salaamun alal mursleen wal hamdu llilaahi rabbil Aalameen
Ab Fatihaa Padhne wala Hath Uthakar Buland Aawaz se ” Al- Fatiha” kahe. Sab log Ahista se Yani itni Aawaz se ki Sirf Khud Sune Surah Al- Fatiha Padhen. Ab Fatiha Padhane Wala is tarah Elaan kre Mere Islami Bhaiyo! Aap ne Jo Kuch bhi Padha Hai Uskaa swab mujhe de dejiye. Tamam Hazireen Kah Den “Aap ko De Diyaa” Ab Fatiha Padhana Wala Esal e Swaab kar de.
Eisal e Swaab ke Liye
Duaa Ka Tariqa
Karima Kar Saz Banda Nawaz Maliko Maula Yaa Ilahal Aalameen
Jo Kuchh Parha Gaya
Zikre Khair Huva
Kalimaate Taiyyibaat Parhe Gaye In Tamam Ko Apni Bargah Me Qubol Farma
Aur Hamare Parhane, Sunne Me, Jo Khuchh Galati Kotahi Huvi Inhe Muaaf Farma
Maliko Maula Jo Kuchh Sawab Tu Hamen Ataa Kare Ham Use Sab Se Pahle Sarware Kainat Fakhre Maujudat Ki Bargah Me Nazar Karten Hain Qubool Farma
Tamam Anbiya e Kiram, Rasoolane Izam Ki Bargah Me Nazar Karte Hain – Qubool Farma!
Tamam Sahabaye Kiram, Azwaj e Muhtramaat, Khulfaye Rasheedeen, Ahle baite Athaar Ki Bargha Me Nazar Karte Hain – Qubool Farma!
Pire Piraan, Meere Miraan Sayiduna Huzur Gause Paa Ki Bargah Me Nazar Karte Hain – Qubool Farma!
Ataye Rasool, Shanshane Hindustan Ki Bargah Me Nazar Karte Hain – Qubool Farma!
Kul Mo’mineen. kul Mominaat Ki Arwah ko Nazar Karte Hain. Qubool Farma!
bil khusus Marhoom w Magfoor ———— ki Rooh ko Isale Sawab karte hain – Qubool Farma!
ya is tarah dua kare
Ya Allah ! Jo Kuch Padha Gayaa ( Agar Khana wagirah hai to is tarah se bhi kahiye) aur jo kuch khana wagairah pesh kiya gya hai uska Swaab hamare Naaqis Amal ke Laiq nahi Bilki apne karam ke Shayaane Shaan Mar-Hamat farma au rise hamari Janib se Huzoor Rahmatul lil Aalameen sallallahu Alaihi Wa sallam ki Bargaah me Nazr Pahuncha. Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Tamam Inbiyaa – E- Karaam Alaihimus Salaam, Tamam Sahaaba – E- Karaam Alaihimur Rizwaan, Tamam Auliyaa e Ezaam Rahimullahussalaam ki Janab me Nazr Pahuncha. . Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Syyedunaa Aadam Safiyullah Alaa Nabiyina wa Alaihissalatu wassalaam se le kar ab tak jitney Insaan wa Jinnat Musalmaan huwa aur Qiyamat tak honge Sab ko Pahucha. Es Dauraan Bahter yah ki Jin Jin Buzugon ko Khusoosan Esaal se Swaaab karna hai Unka bhi Naaam le te Jayiye. Apne Maaa Baaap aur Apne Peer o Murshid ko bhi Naam ba Naam Eisaaal e Swaab kijiye.
Note: Faut Shudgaan me se jin jin ka Naam lete hain unko khushi hasil hoti hai agar kisi ka bhi naaam na len sirf itna hi kah len ki Ya Allah! Eska sawaab Aaj tak jitney Ahle Imaan huwe un sab ko Pahunchaa tab bhi har aek ko Pahunch Jayegaa. In sha Allah
Ab Hasb e Mamool duaaa Khatm kar dijiye. (agar thoda thoda khana aur pani nikala tha to who dosre khano aur Pani me daal dijiye).
After wudhu, sitting towards Kabila Sharif, sat down
It is justified and valid to keep the front.
Put the food in front.
First of all, read Darood Sharif
Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda Lyrics
Allah Allah Shah-E-Konain Jala’lat Teri Lyrics
Allah Allah Unka Karam Dekhna Lyrics
Allah Ki Sar Ta Ba Qadam Shan Hai Ye Lyrics
fatiha khawani ka tareeqa
fatiha ka tariqa urdu pdf
fatiha ka tariqa
fatiha dene ka tarika sunni pdf
fatiha ka tarika in english pdf download
fatiha ka tariqa
fatiha ka tarika app
qabar par fatiha ka tarika
fatiha ka tariqa in urdu pdf download
fatiha ka tariqa in urdu pdf download
جس چیز پر فاتحہ دینا ہو اسکو سامنے رکھ لیں.