AJMER KA SAFAR AB MUJKO ATA HO KHWAJA NAAT LYRICS
AJMER KA SAFAR AB MUJKO ATA HO KHWAJA NAAT LYRICS
Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
Chokhat pe teri aakar mangata khara hain khwaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )
Wo qabar ho ke mahshar mijan ho ke pul ho
Hatho mai mere haraja daman tera ho khwaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )
Mauje alam nemara ,lilllah do sahara
Izane khuda se tum to musika kausa ho khwaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )
Ranjo alam ke mare darape khare hain sare
Tute huve dilo ka tum aasara ho khawaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )
Muslim ki aabru ab lukti hain laaj rakhalo
pasti main kyo gira hain rifat-at ho khwaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )
Zade safar ho iska ek har aansuo ka
Jis gam ‘ubaid’ tere dar aa raha ho Khwaja
Khwaja ,mere khwaja ,khwaja … ( 2 )