AB MERE NIGAHOON MEIN JACHTA NAHI KOI NAAT LYRICS

AB MERE NIGAHOON MEIN JACHTA NAHI KOI NAAT LYRICS

 

Ab Mere Nigahoon Mein, Jachta Nahi Koi
Jaisay Meray Sarkar Hein, Aisa Nahin Koi.

Tumsa To Haseen Ankh Nay, Dekha Nahi Koi
Yeh Shan E Latafat Hai, Kay Saya Nahi Koi.
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi.

Aey Zarfenazar Deikh, Magar Deikh Adab Say
Sarkar Ka Jalwa Hai, Tamasha Nahi Koi.
Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi….

Eizaz Yeh Hasil Hai, To Hasil Hey Zameen Ko
Aflaq Pay To Gumbad E Khazra Nahin Koyee.
Jesay Meray Sarkar Hain Eisa Nahi Koi…

Sarkar Ki Rehmat Ney, Magar Khoob Nawaza
Yeh Sach Hey Key Khalid Sa Nikama Nahi Koi.
Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi.

Similar Posts

  • Full Namaz Step By Step Guide In Hindi

    Namaz Ka Tareeqa Full Namaz Step By Step Translation In Hindi | नमाज़ का तर्जुमा हिन्दी में   Full Namaz Step By Step Translation In Hindi नमाज़ का तर्जुमा हिन्दी में आप जब नमाज़ पढ़ते हैं तो वही आयतें और सूरतें दोहराते रहते हैं और नमाज़ मुकम्मल हो जाती है, लेकिन क्या आपको मालूम है…

  • Arsh Haq Hai Masnad e Rif’at Rasoolullah ﷺ Ki Naat Lyrics

    Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasolullah Ki Lyrics Arshe Haq Hai Masnade Rif’At Rasoolullah ﷺ Ki, Dekhni Hai Hashr Me Izzat Rasoolullah ﷺ Ki. Qabr Me Leraayenge Ta Hasr Chashme Noor Ke Jalwah Farma Hogi Jab Tal’At Rasoolullah ﷺ Ki Laawarabbil Arsh Jisko Jo Mila Unse Mila Bat’Ti He Kownain Me Ne’Mat Rasoolullah ﷺ Ki…

  • Tafseer Surah al-qasas From Kanzul Imaan

    Tafseer Surah al-qasas From Kanzul Imaan 28 – सूरए क़सस- पहला रूकू Posted on October 26, 2012 by Kanzul Iman in hindi (Kalamur Rahman) 28 – सूरए क़सस- पहला रूकू بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ طسم  تِلْكَ آيَاتُ الْكِتَابِ الْمُبِينِ نَتْلُو عَلَيْكَ مِن نَّبَإِ مُوسَىٰ وَفِرْعَوْنَ بِالْحَقِّ لِقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ إِنَّ فِرْعَوْنَ عَلَا فِي الْأَرْضِ وَجَعَلَ أَهْلَهَا شِيَعًا يَسْتَضْعِفُ طَائِفَةً…

  • Durood Sharif

    Durood Sharif     Durood Sharif: Nos 1-10. 1142 Votes   Durood Sharif Nos: 11-20 Durood Sharif Nos: 21-30 Collection of Durood Sharif  / Various Durood Sharif Question The question was posed to ḤuĎūr Tāj ash-Sharīá Muftī Muḥammad Akhtar RiĎā al-Qādrī al-Bareylwī ḥāfidhullāh,Could you please share with us any wazīfa (litany) or any áml which can be…

  • Kabootar Nama Lyrics

    Kabootar Nama Lyrics     हिन्दी में कबूतर नामा जो जवां बेटे की मैय्यत पर ना रोया वो हुसैन जिसने अपने खून से दुनिया को धोया वो हुसैन मर्तबा इस्लाम का जिसने दो-बाला कर दिया खून से अपने दो आ़लम में उजाला कर दिया   जिस घड़ी वो लाल संग ए ज़ुल्म से तोड़ा गया…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *