Ro Ke Kheme Me Zainab Pukaari
Ro Ke Kheme Me Zainab Pukaari
Aaj Mehndi Hai Qasim Tumhari
Ro Ke Kheme Me Zainab Pukaari
Aaj Mehndi Hai Qasim Tumhari
Jaon Sau Baar Main Tumpe Waari
Aaj Mehndi Hai Qasim Tumhari
Jaon Sau Baar Main Tumpe Waari
Aaj Mehndi Hai Qasim Tumhari
Lao Jaldi Se Dhoola Banaon
Teri Baraat Ko Main Sajaoon
Ro ke Khaimen mein Zainab pukari
Ro ke Khaimen mein Zainab pukari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Ro ke Khaimen mein Zainab pukari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Lao jaldi se dhoola banaon
Teri baraat ko main sajaoon
Lao jaldi se dhoola banaon
Teri baraat ko main sajaoon
Ghar mein baithi hai Dulhan bechari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Yeh bata wo kahan jaa rahe ho
Kiss liye dil ko tadpa rahe ho
Yeh bata wo kahan jaa rahe ho
Kiss liye dil ko tadpa rahe ho
Rok lo rok lo tum sawaari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Rang mehndi ka gahera racha hai
Haath mein dekho kangan bandha hai
Rang mehndi ka gahera racha hai
Haath mein dekho kangan bandha hai
Baat sun lo zara tum hamari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Aaj maanjhe baithane ka dil hai
Tumko dhoola banane ka din hai
Aaj maanjhe baithane ka dil hai
Tumko dhoola banane ka din hai
Bibiyaan raah taktin hai saari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Bibiyaan yaad kartin hain tumko
Apni soorat to dikhla do humko
Bibiyaan yaad kartin hain tumko
Apni soorat to dikhla do humko
Kah raha hai koi gham ki maari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Hoor o balma bhi aaye huey hain
Ba adab sar jhukayen huey hain
Hoor o balma bhi aaye huey hain
Ba adab sar jhukayen huey hain
Kisne gardan tumhari utari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Ro ke kahne laga zarra zarra
Aasman se lahu aaj barsa
Koi khaimey Se Bibi pukari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Aam daron se aaye khabar hai
Ai Aatiq Nausha Qasim Kidhar hai
Kaifiat kyon na ho dil pe taari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Jaon sau baar main tumpe waari
Aaj Mehndi hai Qasim tumhari
Ro Ke Kheme Me Zainab Pukaari
Aaj Mehndi Hai Qasim Tumhari
</di v>
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
लाओ जल्दी से धूला बनाऊँ
तेरी बारात को मैं सजाऊँ
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
लाओ जल्दी से धूला बनाऊँ
तेरी बारात को मैं सजाऊँ
घर में बैठी है दुल्हन बेचारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
ये बता वो कहाँ जा रहे हो
किस लिए दिल को तड़पा रहे हो
ये बता वो कहाँ जा रहे हो
किस लिए दिल को तड़पा रहे हो
रोक लो रोक लो तुम सवारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
रंग मेहंदी का गहरा रचा है
हाथ में देखो कंगन बाँधा है
रंग मेहंदी का गहरा रचा है
हाथ में देखो कंगन बाँधा है
बात सुन लो ज़रा तुम हमारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
आज मांझे बैठाने का दिल है
तुमको धूला बनाने का दिन है
आज मांझे बैठाने का दिल है
तुमको धूला बनाने का दिन है
बिबियाँ राह तकतीं हैं सारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
बिबियाँ याद करतीं हैं तुमको
अपनी सूरत तो दिखला दो हमको
बिबियाँ याद करतीं हैं तुमको
अपनी सूरत तो दिखला द
ो हमको
कह रहा है कोई ग़म की मारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
हूर ओ बालमा भी आए हुए हैं
बा अदब सर झुकाएं हुए हैं
हूर ओ बालमा भी आए हुए हैं
बा अदब सर झुकाएं हुए हैं
किसने गर्दन तुम्हारी उतारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
रो के कहने लगा ज़र्रा ज़र्रा
आसमाँ से लहू आज बरसा
कोई ख़ैमें से बिबी पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
आम दारों से आए ख़बर है
ऐ आतिक़ नौशा क़ासिम किधर है
कैफ़ियत क्यों न हो दिल पे तारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
जाऊँ सौ बार मैं तुमपे वारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
रो के खैमे में ज़ैनब पुकारी
आज मेहंदी है क़ासिम तुम्हारी
Shai Al Lillah Ya Abdal Qadir Manqabat Sharif Lyrics Shai-An-Lillah Ya Abdal Qadir Manqabat Sharif Lyrics Shai-Al-Lillah Ya Abdal Qadir Saakin-Al-Bagdad Ya Shaikh-Al-Jilaani Idhar Bhi Nigah-e-Karam Gaus-e-Aazam, Karo Door Ranj-O-Alam Gaus-e-Aazam. Shai-An-Lillah Ya Abdal Qadir Saakin-Al-Bagdad Ya Shaikh-Al-Jilaani Khilaata Pilaata Hai Rabb-e-Do’aalam, Tumhe De Ke Apni Qasam…
ya nabi salam alaika lyrics full salato salam lyrics Ya Nabi Salam Alaika Lyrics: A beautiful most popular salam Ya Nabi Salam Alayka Ya Rasool Salam Alaika sung by Milad Raza Qadri, Alhaj Owais Raza Qadri, Maher Zain, Amina Sultani, Fasihuddin Suharwardi, Qari Asad Attari Al Madani, Aqsa Abdul Haq and more Naat Khawan …
YA KHUDA CHARKHE ISLAM PAR NAAT LYRICS ya khuda charkhe islam par ta abad mera taje sariat salamat rahe maslake aala hazarat salamat rahe maslake aala hazarat salamat rahe ae bareli mera bage jannat hain tu yani jalwagahe aala hazarat hain tu bilayakin markaze aehale sunnat hain tu ye teri maskziyat salaamat rahe…
ZAMANE ME AGAR DEKHI TO SHANE QADRI DEKHI NAAT LYRICS Zamane me agar dekhi to shane qadri dekhi Nabuwat ke gulistan me wilayat ki kali dekhi Haqeeqat khul gayi jab sar zameen bagdad ki dekhi Tajalli hi tajalli raushni hi raushni dekhi Dayare Gaus kya dekha Madine ki gali dekhi Shahe bagdad ne jis…
YA MOHAMMED NOOR-E-MUJASSAM YA HABIBI YA NAAT LYRICS Ya Mohammed(Saw) Noor-E-Mujassam Ya Habibi Ya Moulai Tasvir-E-Kamal-E-Mohabbat Tanvir-E-Jamal-E-Khudai Tera Vas Baya Ho Kis Se Teri Kon Karega Badai Is Garde Safar Me Gum Hai Jibril-E-Amin Ki Rasai Ya Mohammed(Saw) Noor-E-Mujassam…………… Teri Ek Nazar Ke Taalib Tere Ek Sukhan Par Khurban Ye Sab Tere Diwane Ye…